Banno Re Aese Kyun Sharmaye
Aane waali hai dulhan ki baaraat
Magan hoke gaaye sakhiyaan
Aane waali hai dulhan ki baaraat
Magan hoke gaaye sakhiyaan
Mann khushiyon se phoole na samaye
Sharam se jhuki hain akhiyaan
Banno re, aise kyun sharmaye?
Banno re, aise kyun sharmaye?
(Banno re, aise kyun sharmaye?)
(Banno re, aise kyun sharmaye?)
Teri shaadi mein-, teri shaadi mein...
Teri shaadi mein hum toh aaye, gori, naachne-gaane

Dulha lagta rangeela
Dulhan lagti hai sharmeelee
(Haan, lagti hai sharmeelee)
Chori se dulhe ko dekhe
Meri dulhan chhail-chhabeelee
(Meri dulhan chhail-chhabeelee)
Jeevan mein na aayegi
Phir aisi raat rangeelee
(Phir aisi raat rangeelee)
Teri shaadi mein-, teri shaadi mein...
Teri shaadi mein hum toh aaye, gori, naachne-gaane
Teri shaadi mein hum toh aaye, gori, naachne-gaane
Haan, hum toh aaye, gori, teri shaadi mein naachne-gaane
Arey, hum toh aaye, gori, teri shaadi mein naachne-gaane
Arey, naachne-gaane
Deke apni khushiyaan
Hum le-lein teri sabhi balayein
(Hum le-lein sabhi balayein)
Ab sada salamat rahe yeh jodi
Maangein yahi duayein
(Haan, maangein yahi duayein)
Sone-chandi, heere-moti
Tujh pe aaj lutayein
(Haan, tujh pe aaj lutayein)

Aa, hum toh aaye, gori, teri shaadi mein
Naachne-gaane, naachne-gaane

Credits
Writer(s): Sameer Anjaan, Anand Chitragupta, Milind Chitragupta Shrivastava
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.