Sunn Raha Hai (From "Aashiqui 2")

Apne karam ki kar adaayein
Yaara, yaara, yaara

Mujhko iraade de, qasmein de, waade de
Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de
Dil ko thikaane de, naye bahaane de
Khwaabon ki baarishon ko mausam ke paimaane de

Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein

Sun raha hai na tu? Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu? Kyun ro raha hoon main
Sun raha hai na tu? Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu? Kyun ro raha hoon main

Manzilein ruswa hain, khoya hai raasta
Aaye, le jaaye, itni si iltija
Ye meri zamaanat hai, tu meri amaanat hai, haan

Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein

Sun raha hai na tu? Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu? Kyun ro raha hoon main

Waqt bhi thehra hai, kaise-kyun ye hua?
Kaash tu aise aaye jaise koyi dua
Tu rooh ki raahat hai, tu meri ibaadat hai

Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein

Sun raha hai na tu? (Sun raha hai na tu?)
Ro raha hoon main (ro raha hoon main)
Sun raha hai na tu? (Sun raha hai na tu?)
Kyun ro raha hoon main? (Kyun ro raha hoon main?)

Sun raha hai na tu? (Sun raha hai na tu?)
Ro raha hoon main (ro raha hoon main)
Sun raha hai na tu? (Sun raha hai na tu?)
Kyun ro raha hoon main? (Kyun ro raha hoon main?)

Yaara



Credits
Writer(s): Manjit Kohli, Ankit Tiwari
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link