Joganiya

Naar aisi nakhrili
Jaise geeli geeli teeli jale
Bujhe ye rasili din rain

Kaisa meetha ye zehar (zehar)
Ye toh usey hi khabar (khabar)
Jise dasle ye kaare kaare nain

Pahin ke das tole ka haar
Chadha ke kurti kalgidaar
Pahin ke das tole ka haar
Chadha ke kurti kalgidaar
Macha chau tarfa hahakaar
Joganiya, joganiya

Joganiya naache bich bazaar (x8)

Joganiyan oh0, joganiyan aho, joganiyan.

He ghazab jawaani (daiya daiya)
Jiya ho raani (daiya daiya)
Arey ghazab jawaani (daiya daiya)
Jiya ho raani (daiya daiya)

Roop ne kaisa rog lagaya
Roop ne kaisa rog lagaya
Saara gaanw phire bauraya
Saara gaanw phire bauraya

Sipahiya chaahe rach ke pyaar
Gujariya maange bish hazaar
Sipahiya chaahe rach ke pyaar
Gajariya maange bish hazaar
Macha chau tarfa hahakaar
Joganiya, joganiyan

Joganiya naache bich bazaar (x16)



Credits
Writer(s): Manoj Muntashir, Sulaiman Merchant, Salim Merchant
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link