Kya Me bhi Meri Jaan Ko
Dekhe unko kayi saal huye
Dhundle se yeh khayal huye
Majboori yaa dhokha tha
Khade unpe yeh swaal huye
Wo wapis ayenge ya nahi
Is baat se ab kuch lena nahi
Aaj bhi dil yeh usi ka hai
Kisi or ko dil yeh dena nahi
Kya aaj bhi uski neendo ka
Mai sunehri khaab hoo?
Kya mebhi meri jaan ko is kadar yaad hoo
Wo jahan bhi hai khush rahe yahi fariyad karu
Dua jo karta hu us ke liye
Kya us tak paunchti hai?
Sochta hoo beeten lamhe
Kya wo bhi sochti hai?
Usko bhool ab mai jayunga
Kisi or ko apna banayunga
Bol bol kr jhooth aise
Roj khud ko pagal banayunga
Kisi or ki bahon me hai kahan
Wo behisaab sukoon
Kya mebhi meri jaan ko is kadar yaad hoo
Wo jahan bhi hai khush rahe yahi fariyad karu
Sabki apni kahani hai
Par kon kisi se kehta hai
Dhero khushiyon mebhi to
Ek darad hmesha rehta hai
Ode jism di khusbhu nahi bhulni
Jive baag ch khide hoye gulaab jahi
Dil kre seene naal laake bhulja
Wo khoobsurat shayri hai
Or mai irshaad hoo
Kya mebhi meri jaan ko is kadar yaad hoo
Wo jahan bhi hai khush rahe yahi fariyad karu
Dhundle se yeh khayal huye
Majboori yaa dhokha tha
Khade unpe yeh swaal huye
Wo wapis ayenge ya nahi
Is baat se ab kuch lena nahi
Aaj bhi dil yeh usi ka hai
Kisi or ko dil yeh dena nahi
Kya aaj bhi uski neendo ka
Mai sunehri khaab hoo?
Kya mebhi meri jaan ko is kadar yaad hoo
Wo jahan bhi hai khush rahe yahi fariyad karu
Dua jo karta hu us ke liye
Kya us tak paunchti hai?
Sochta hoo beeten lamhe
Kya wo bhi sochti hai?
Usko bhool ab mai jayunga
Kisi or ko apna banayunga
Bol bol kr jhooth aise
Roj khud ko pagal banayunga
Kisi or ki bahon me hai kahan
Wo behisaab sukoon
Kya mebhi meri jaan ko is kadar yaad hoo
Wo jahan bhi hai khush rahe yahi fariyad karu
Sabki apni kahani hai
Par kon kisi se kehta hai
Dhero khushiyon mebhi to
Ek darad hmesha rehta hai
Ode jism di khusbhu nahi bhulni
Jive baag ch khide hoye gulaab jahi
Dil kre seene naal laake bhulja
Wo khoobsurat shayri hai
Or mai irshaad hoo
Kya mebhi meri jaan ko is kadar yaad hoo
Wo jahan bhi hai khush rahe yahi fariyad karu
Credits
Writer(s): Taranjit Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.