Hai Dua

Lapata
Hain ek chehra woh hasi
Dhundata
Hai dil usko har kahi
Neendo mein
Jo dekhu woh hai khwab tuhi
Chal raha
Mera ye safar kahi
Waqt bhi
Thehra hai mera wahi
Aankhon mein
Khwabon ke siva kuch bhi nahi

Ek hi
Hai dua
Usi ki raaho pe chalde yeh kadam
Hai jo yeh
Darmiyan
Ho jaye fasale
Kuch toh kam
Ek hi
Hai dua
Usi ki raaho pe chalde yeh kadam
Hai jo yeh
Darmiyan
Ho jaye fasale
Kuch toh kam

Na jane kis kalamse
Likhdi khuda ne aisi
Ruthi hui meri taqdeer bhi
Duniya ki bheed mein jab
Dhunde use nigahe
Milti nahi kyun uski tasveer bhi
Na jane kis kalamse
Likhdi khuda ne aisi
Ruthi hui meri taqdeer bhi
Duniya ki bheed mein jab
Dhunde use nigahe
Milti nahi kyun uski tasveer bhi

Hai
Ab to koshishe yahi
Ho
Puri khwahishe sabhi
Saanso ko
Mil jaaye teri khushboo kabhi

Ek hi
Hai dua
Usi ki raaho pe chalde yeh kadam
Hai jo yeh
Darmiyan
Ho jaye fasale
Kuch toh kam
Ek hi
Hai dua
Usi ki raaho pe chalde yeh kadam
Hai jo yeh
Darmiyan



Credits
Writer(s): Pratik Dange
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link