Bilaspur Shahar (Sapno Ki Nagari)

Mere sabhi dosto ko
Mera saadar pranaam
Mai hu swapnil aur aaj ka ye gana
Hamare apne shahar bilaspur ke naam
Toh chaliye shuru karte hai

Ha ye nagar sapno ka yaha bade bade khwaab
Yaha koi na gareeb saare dill ke nawaab
Maar dhaad panga wanga krte na hum, bas akde jo aage use dete hai jawaab

Khwaab, ha bahot bade bade hai
Tere jaise 36 yaha khade khade hai
Boli me mithaas hai aur bheetar me pyar
Phir jane Kyu log saare jale pade hai

Jalne ka kya kaam hai kamaal
Na paisa na ijjat, toh kahe ka bawaal
Aaja chal mere bhai kaam kare milkar
Kamaye thodi ijjat aur machade dhamaal

Yarr jalna chhodo, jalkar toh cigarette bhi raakh ho jata
Mehnat karo, yeh bilaspur hai
Mehnat krne waalo ko jaroor aage badhata hai

Bilaspur shahar sapno ki nagari
Karo thodi mehnat bharegi ghaghri

Bilaspur shahar sapno ki nagari
Karo thodi mehnat bharegi ghaghri

Bilaspur shahar sapno ki nagari
Karo thodi mehnat bharegi ghaghri

Bilaspur shahar sapno ki nagari
Karo thodi mehnat bharegi ghaghri

Chalo tumhe kuchh aur baatein batau
Apne shahar se tumhe roobaru karwau
Pata hai mere shahar ki khasiyat
Aise nahi bhai, rap ke through sunau

Ha toh, mere shahar ki baat hi nirali
Yaha sadko pe aaj bhi dikhe hariyali
Yaha saare dharam rahe milkar saath
Yaha gar din holi har raat diwali

Unity hi hamari pehchan hai
Yaha atithi maano jaise bhagwan hai
1 bar toh padharo mhaare desh
Kyuki yaha se pyari yaha ki awaam hai

Sabse saaf station kaho
Ya kaho ise PSC ka coaching hub
Chhattisgarh ki dhadkan hai bilaspur
Jiske gawaah hai aap sab

Bilaspur shahar sapno ki nagari
Karo thodi mehnat bharegi ghaghri

Bilaspur shahar sapno ki nagari
Karo thodi mehnat bharegi ghaghri

Bilaspur shahar sapno ki nagari
Karo thodi mehnat bharegi ghaghri

Bilaspur shahar sapno ki nagari
Karo thodi mehnat bharegi ghaghri



Credits
Writer(s): Swapnil Rai
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link