Kyun

Kyun
Aaya mai jeene ko
Jeene se zyada mai peeta fir kyu
Aaya hu khelne mai baazi par
Baazi mein rota fir kyu
Sawalo ke mehelo mein chupe hai raaz kyu
Jo bhi mai jiya hoon socha
Insan akela hai kyu

Kyu
Baato mein fase hai baaton se zyada
Iraade na kyu
Chupe hai chehre
Unme chupi teri majboori kyu
Teri na koshishe teri khamoshi kehti ye fir kyu
Tune bhi kiya tha pyaar
Ladai mein chodha fir kyu
Aadatein kaise bhi nasho mein
Maza bhara fir hai kyu
Jeena na hosh mein
Madhoshi meri hai beghum fir kyu
Soche aage aage aage
Aage ki bhala ye kyu
Aage mein rakha kya
Haatho mein tere ye aaj kyu

Haatho mein tere ye aaj
Haatho mein tere ye aag
Kyu kyu
Fir bhi tu kare barbaad
Khud se he puch kya karra hai yaad
Tera savera
Teri he shaam
Fir bhi tu karta gulami zindagi ki kyu
Piche tu khudse he
Khudse he aage tu bhaag
Darta bhala fir hai kyu
Aage hai raastein
Raaston mein gadde jahape hai tu
Niche bhi dekh
Humesha aage ki soche tu kyu
Huhh
Aage aage aage rakha kya tu bhi hai dhool
Mitti mein khela hai
Mitti banjayega
Tasveer mein tere bhi chadega phool
Jo bhi jiya mara
Kiya bhala
Diya dara
Sabka kabool
Zindagi leti deti acchi niyat aur soch se dhund
Taufa kabool kar usko tu khota na
Rota rota rote rehta hai kyu
Khaane ko khaana
Sone ko bistar
Sabkuch hai paas mein tere
Rota bhala fir hai

Kyu
Baato mein fase hai baaton se zyada
Iraade na kyu
Chupe hai chehre
Unme chupi teri majboori kyu
Teri na koshishe teri khamoshi kehti ye fir kyu
Tune bhi kiya tha pyaar
Ladai mein chodha fir kyu
Aadatein kaise bhi nasho mein
Maza bhara fir hai kyu
Jeena na hosh mein
Madhoshi meri hai beghum fir kyu
Soche aage aage aage
Aage ki bhala ye kyu
Aage mein rakha kya
Haatho mein tere ye aaj kyu

Seedhi ungli se hote na kaam kyu
Kehta tha do din ki khushiya hai
Baap tha mera bhi cool
Hahah
Saare saare saare saare ye logo se dur
Kehta tha beta rahega
Tv chalega
Niklegi meri bhi tour
Majboor hoon
Khaane aur gaane ke beech mein khada mai noor
Baap ne chodhi ye jannat
Aaj hu yaha pe
Kal mai bhi karunga rule
Dekha aage aage aage
Aage ki sochu main kyu
Kyu ye machine inki gulami
Sab sar pe chadhi padi dhool
Gaya mai bhool
Phono ko bina bhi nikle the din
Tasveere jisne bhi dekhi thi teri
Wo tere kareeb tha waise the din
Dufaro ko gaana aur shaamo ko khana
Sapne pure bhi hoge ye maine bhi jaana
Rota bhala fir mai

Kyu
Baato mein fase hai baaton se zyada
Iraade na kyu
Chupe hai chehre
Unme chupi teri majboori kyu
Teri na koshishe teri khamoshi kehti ye fir kyu
Tune bhi kiya tha pyaar
Ladai mein chodha fir kyu
Aadatein kaise bhi nasho mein
Maza bhara fir hai kyu
Jeena na hosh mein
Madhoshi meri hai beghum fir kyu
Soche aage aage aage
Aage ki bhala ye kyu
Aage mein rakha kya
Haatho mein tere ye aaj kyu



Credits
Writer(s): Aniesh Rana
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link