Bhula Diya

Khwaabon me dekha na maine wo kal
Yaadon me khoya hu tere har pal
Haath mera thaam le tu saath mere chal
Jhoot kaise bolu khudko
Tujhe main bhula diya diya diya diya
Tujhe main bhula diya diya diya diya
Jhoot kaise bolu khudko
Tujhe main bhula diya diya diya diya
Tujhe main bhula diya diya diya diya

Tujhe main bhula diya diya diya diya
Tujhe main bhula diya diya diya diya

Kyu hain dur tu
Hogi majboor tu
Saasein aaj rukhi si fir bhi mera guroor tu
Ragon me jo dard hain
Us dard ka suroor tu
Us dard me hu dooba main
Badnaami se mashoor hu

Majboor hu main
Leke teri yaadein
Kaati raatein maine
Har pal jaise tootein jazbaatein
Yaad aaye jab Teri
Jaise saasein ruk jaatein
Ab toh har dam jaise tanha kaali raatein mulakaatein ha

Kyu ye ho gya
Main khwabon me kyu kho gya
Kabhi aayi na tu wapas intezaar me main so gya
Kyu samjhi na tu dil hain naadaan haste haste ro gya
Ye dard aur ye tanha pan ye khudme hi piroh gya

Shayed hain ye wahi raaz
Jiska mujhe na ehsaas
Tera chehra rehta har dum mere dil ke paas
Kyu ye khas jab hum pyaase they saath ke
Tab choda tune saath mujhe odha kaali raat ne

Hu main be chain
Beete na rain
Tere yaado ko hi khoje ye nain
Tere diye saare yaado ko joda na
Tune fir bhi mera dil hi toh toda na
Tu hi hain pyaar aur tu hi toh aadat hain
Tu hi hain karam aur tu hi ibadat hain
Tu hi hain zakham aur tu hi toh raahat hain
Tera diya jhoota pyaar bhi swaagat hain

Sachcha tha pyar mera dikhta lekin bikta na
Shayad ye sachh bhi rishwat ke aage tikta na
Fir bhi na kosu jab nibhayi tune rishta na
Ek tarfa ye pyar isme Tera koi hissa na



Credits
Writer(s): Neil Nandi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link