Meri Fariyad
VDM
Ay
They say you write your best stuff when you're in the worst state
Guess this is the greatest song ever then
Meri Fariyad hai
Log saare
Sabko de jaane aur ek baar khudko jaane
Meri Fariyad hai
Log saare
Sab diya maa ne toh ek baar unki bhi maane
Goonga sansaar
Muh sabke chalre kuch ni aara bahar
Padhaav karliye paar
Jigar mei bijli nahi toote dil ke taar
Sab kehte jeevan ek pariksha par mai kehta na
Kyunki pariksha mei bhool jaate mushkil sawaalo ke jawaab
Par jeevan mei mushkil pal bhulakar bhi rehte hain yaad
Mayaawi samundar maksad paana naao
Par sab kehte rehte tu taer
Artist chor hain vo stage pe jab
gaate aur chor jab churate, dono kahe-
"Put your hands in the air"
Vo kehte khaali bartan zyada awaaz karte hain?
Bharebartan bhi kya khaak karte hai
Mere joote koi bhar ni sakta kyunki
hum vo faqeer jo nange paao chale hain
Bachcho se poochte swatantrata senaniyo ko tum samman kyu dete nahi ho
Mai bataun?
Kyunki inhe sikhate hain ki filmy actoro ko kehte hain hero
"Jeene mei nahi par khudkushi mei khushi hai"
Ye sach hai ya bas ek shabdo ka joke?
Mera shabdo ka joke toh lekin poora sach hai-
"I was their bro only when they were broke"
Punjab ke kheton se Dilli ki sadkein
Vaha kuch apna tha, yaha hum bhatke
Suna tha yaha miljata mukaam,
Ye aisi aisi kya baarish jo humpe na barse?
Sirf maat-pita se mai kha sakta maat
Kya chalna hai dharti ke badan pe laat?
Jin haatho ne desh bantein tu unn haatho se nivaala baant
Ye Meri Fariyad
Har pal ka ban shukarguzar ye Meri Fariyad
Chaandi ke jag mei paana chaand hai Meri Fariyad
Shor ke jag mei dhoond ekaant ye Meri Fariyad
RAAVAN ka ulta ban kar NAVAAR ye Meri Fariyad

Sab diya maa ne
"I think I'll just lie down for a while, man,
I could really use like a powernap or something"
"Yo VDM, you wanna sleep right now?
I mean, the song's not even done yet"
"Whatever man"
And I found myself dreaming again
But this was no-
Ordinary dream
This, this, this was different
Lakho kalakaar
Croro gaane, Arabo kahaaniyaan
Khushnaseeb mai tum sunre ho meri
Par mai baaki sabki kaise sunn paaunga itne kam vakt mei?
Ek granth mei
Shri Krishna ne di kitni seekhein par
Jiske iraade galat vo firbhi seekh lega Kans se
Har Baat pe Baar-Baar Baakiyo ki Burai aur Bakwaas ke Bajaaye
Har Vichaar ke Vivaad ka Vistaar se Vikulp jab dhoondenge
Tab we won't be 'I' but be 'We' (BV)
Jab tak takleef leaves ek hi cheez sune jab mai gehri neend mei ki-
VDM dhyaan se sunn meri baat
Tu bhooke paet sona jaanta tu kaise kha sakta maat?
Pata chal gaya sangeetkar banna ka nuksaan
Maine kaha, "apne dukh gaauna"
Log bas kehte, "Irshaad"
Mere gaane hi bann gaye meri madad ki pukaar
Fir sab bann gaye sarkaar, vaade bohot ahem vakt par sab faraar
Galti meri thi banna tha bada, ab chota hi sahi hu
Machli ke jaal se sirf choti machli nikal paati bahar
Akelepan ke darr se jab bhi thaama kisi ka haath
Uske saath ne yaad dilaaya kyu mai rehta tha akela
Neeche muh karke chalta tha, ab jaake ye jaana
Mai dharti ko dekhu hi kyu jab mera gagan par hai nishaana
Vo kahe, "Jiski kala na dila paaye car vo kaisa kalakaar"
Yaar, na tune saha dukh, na khule tere kaan
Toh na khol salaah ki dukaan
Cheekh ke du gaa, par koi nahi samajhta, toh farak ni padhta
Kya hai Meri Fariyad
Tab jaan gaya tha ki ant hai kareeb
Mai samajhgaya tha ki hum khade hain pralay par
Jab mujhe bure se bure sapne aate par firbhi vo asli duniya se behtar
Toh bas sunlo meri ek baat
Dekho jodh liye maine haath
Aakhri ye Meri Fariyad sote rehne do, mujhe mat dena jaga
Bhai. bhai uthja yaar gaana khatam karte hain

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.