Sofia
Yunhi jo tu baahon mein aaye
Toh yaad aaye Khuda
Farishta sa ban ke tu aa bin bataaye
Ye pyaar hai ya dua
Tere naam ka hai Sofia
Arth kya, tu bata
Hai ye roshni Sofia
Ya sehar tera naam
Suna mile ye tarqeebon se
Saare andhere bujhaaye
Chamke jo kisi ke naseebo mein
Nooron sa tera naam
Main dekhun tumhe Sofia
Toh mile har jawaab
Mere mann ki sehar Sofia
Tera naam Sofia
Teri aankhon ke deshon mein
Basaa loon main saara jahaan
Ye jo meri muhabbat ho beqaraar
Na rahe saahil ki mujhe pehchaan
Milaaye mujhe khud se. tera naam.
Hua mujhpe Sofia
Koi toh meherbaan
Mere naam se jo Sofia
Hai juda tera naam
Suna mile ye tarqeebon se
Saare andhere bujhaaye
Chamke jo kisi ke naseebo mein
Nooron sa tera naam
Tere naam ka hai Sofia
Arth kya, tu bata
Hai ye roshni Sofia
Ya sehar tera naam
Toh yaad aaye Khuda
Farishta sa ban ke tu aa bin bataaye
Ye pyaar hai ya dua
Tere naam ka hai Sofia
Arth kya, tu bata
Hai ye roshni Sofia
Ya sehar tera naam
Suna mile ye tarqeebon se
Saare andhere bujhaaye
Chamke jo kisi ke naseebo mein
Nooron sa tera naam
Main dekhun tumhe Sofia
Toh mile har jawaab
Mere mann ki sehar Sofia
Tera naam Sofia
Teri aankhon ke deshon mein
Basaa loon main saara jahaan
Ye jo meri muhabbat ho beqaraar
Na rahe saahil ki mujhe pehchaan
Milaaye mujhe khud se. tera naam.
Hua mujhpe Sofia
Koi toh meherbaan
Mere naam se jo Sofia
Hai juda tera naam
Suna mile ye tarqeebon se
Saare andhere bujhaaye
Chamke jo kisi ke naseebo mein
Nooron sa tera naam
Tere naam ka hai Sofia
Arth kya, tu bata
Hai ye roshni Sofia
Ya sehar tera naam
Credits
Writer(s): Vairamuthu Madhan Karky, Rahman A R
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.