Raat

Ankhe khulti uss samay
Jab sara Sheher magn sone mein
Chandni raat chehre pe
Har kadm rakkhe hum phook ke

Har kadm rakkhe hum phook ke
Har kadm rakkhe hum phook ke
Har kadm rakkhe hum
Har kadm rakkhe hum phook ke
Har kadm rakkhe hum
Har kadm rakkhe hum phook ke

Ankhe khulti uss samay
Jab sara sheher magn sone mein
Chandni raat chehre pe
Har kadm rakkhe hum phook ke

Mila na kuchh saralta se
Mila na kuchh toh hasdiye
Santusht mehnat Karne pe
Ankhmoond vishwaas na kare
Andher band kamre mein
Ujala karti apni soch
Likhawat nissandeh mazboot
Sur hai leti khud hi khoj
Bahar k shor se Milo door
Khadi akeli apni soch
Basi hai woh Shanti swaroop
Jhel rahi Andher ka bhoj
Isliye seekha jagna jab
Hoti tumhari raat
Jab sheher magn sone mein
Tab Karein din ki shuruaat
Tab Karein din ki shuruaat

Ankhe khulti uss samay
Jab sara sheher magn sone mein



Credits
Writer(s): Tanmay Rajput
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link