RAATEIN

Raaatein
Woh sard raatein
Kuch adhuri si thi woh
Apni baatein

Ho oo

Naatein
Woh chute naatein
Lotade mujhe woh
Mulakate

Me na janu kis raaste
Me chal pada uske waste
Dunia se hoke me pare
Mere sath hue kayi hadse
Mere sath me
Mere paas me
Chalta na koi
Mere sath me
Kal raat mujhe esa laga
Ki tu bethi thi mere paas me
Meri aankhe ho gyi thi num
Me saans ye gyi thi thum
Nazroo ne mere dekha tujhko
Dil me bhar gaya tha ye gum
Kyu jane diya
Kyu chod diya
Raasta tune kyu ye mod diya
Aaj bhi me ye puchta khudse
Tune sath mere esa kyu kiya

Raaatein
Woh sard raatein
Kuch adhur si thi woh
Apni baatein

Ho oo

Naatein
Woh chute naatein
Lotade mujhe woh
Mulakate

Utha jo yh kalam
Mei likhdu tere baare
Khush tha mei tere sang
Sunke woh jhute laare
Anjani si lage kyu
Teri woh saari baatien
Uss manzar mei hai kaid
Adhure se woh vaade
Alfazo mei hai lipte
Sang yaado mei hai simte
Kehdu mei kya ab tujhse
Kyu tanha mei ab khudse
Na saans h baki
Na jaan h baki
Socha na tha ye mene
Saza hogi ye wafa ki

Tu nahi is mehfil me
Na chahat bachi h dil me
Kyu aaj bhi woh humdum
Mojood mere har pal me

Raaatein
Woh sard raatein
Kuch adhuri si thi woh
Apni baatein

Ho oo

Naatein
Woh chute naatein
Lotade mujhe woh
Mulakate



Credits
Writer(s): Shaurya Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link