Pal Wohi

Woh bhuli bisri yaadein
Masum si pyari baatein
Halki si muskan de gayi, hame

Beete lamhon ke khajaane
Khwaison ki unchi udaane
Samet ke rakh lein unhe

Bhule nahi woh pal, aaj bhi ehsaas hai
Yaadon ke kaafile kai
Haathon se tham lein, us waqt ko is tarah
Jeelein fir se pal wohi

Woh bhuli bisri yaadein
Masum si pyari baatein
Halki si muskan de gayi, hame

Beete lamhon ke khajaane
Khwaison ki unchi udaane
Samet ke rakh lein unhe

Bhule nahi woh pal, aaj bhi ehsaas hai
Yaadon ke kaafile kai
Haathon se tham lein, us waqt ko is tarah
Jeelein fir se pal wohi

Kar lein, mehsoos fir zara
Woh zameen woh aasmaan, guzra sama
Sun lein ik baar fir zara
Woh baatein woh khamoshiyan, ek dastan

Dhadkane tez hai, saanse tham gayi
Yaadon ki rahon mein, zindegi kho gayi
Awaazein de rahi, sun lein toh sahi
Yaadon ki rahon mein, jeelein fir pal wohi

Bhule nahi woh pal, aaj bhi ehsaas hai
Yaadon ke kaafile kai
Haatho se tham lein, us waqt ko is tarah
Jeen lein fir se pal wohi



Credits
Writer(s): Lipi Mohanty
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link