Savera

Inn andheron mei,
Toofan ke gheron mei,
Inn saveron sa,
roshan ho jaun mai

Kuch baatein ankahee
Zehen mei reh gayi
Kitabon ke panno pe
Syaahi behti hai nahi
Aankhein nam hain par
Kuch kehti hain rahi
Sab sehti hain ye
Sab sehti hain rahi

Na Jaane kab hoga ye savera
Khamoshiyon ka hai,
Ye basera,
andhera
Na Jaane kab hoga ye savera
Khamoshiyon ka hai,
Ye basera,
andhera

Raaton ki baahon mei
Sapne bhi na ho nigaahon mei
Inn saveron sa
Roshan ho jaun mai.

Kuch saansein ruki si
Dhadkan tham si hai gyi
Khwaabon ke rangon pe
Dhool jam si hai gyi
Aankhein nam hain par
Kuch kehti hain rahi
Sab sehti hain ye
Sab sehti hain rahi

Na Jaane kab hoga ye savera
Khamoshiyon ka hai,
ye basera,
andhera
Na Jaane kab hoga ye savera
Khamoshiyon ka hai,
Ye basera,
andhera

Na Jaane kab hoga ye savera
Khamoshiyon ka hai,
ye basera,
andhera
Na Jaane kab hoga ye savera
Khamoshiyon ka hai,
Ye basera,
andhera



Credits
Writer(s): Sanskar Vaidya
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link