Saazisheen
Mai hu musafir par manzil ka pta ni
Mai hi naa samjh tha ye uski khata ni
Mashoor hona sbko par mehnt koi krta ni
Vo maari pith pe mai jaan ke bhi hata ni
Ye log bukhe hai paise ke aur mai rakha ni
Tabhi krte bas dikhava par koi apna ni
WhatsApp pe char group friends forever vale
Par jab halat ho kharab tb koi sakha ni
Mandir ho maszid mata teka sabke samne
Khuda bhi hairaan kyu ye ladte mere naam se
Khoon sabka lal fir kyu baat dete jaat
Safed na hi baghva ek hi rang hai us bhgvaan ke
Panno se zindagi du saans deta khud ko
Gyan rakhta tu saheej ke mai baat deta usko
Tu rakhta char chele aur mai guard deta khudko
Tbhi mange vo char aur mai aath deta unko
Kaisi hai ye saazishe
Kaisi hai ye saazishe
Kaisi hai ye saazishe
(Halte karti koshish hai mujhe girane ki)
Mai tum se hi hu par
Tum jaisa nahi hu
Vo kehti sham ho gyi
Jaise bula rhi ho
Ye padte chav se
Jaise flu koi shayri ho
Ye mujhko na smjh paye
Aur kehti bawali ho
Mai hu nidar na darta maut na halat se
Bas dar lgta hai lgta hai ek hi baat se mere jeete jee kuch ho na meri maa ko aur
Maut aaye pehle meri mere baap se
Mai gir raha tha tb vo aayi aur sambhali aise
Mai toota tha seher me aake vo banayi aise
Ab hu khada mai sakht sath mere vo khadi hai
Pachas bula le mai sambhal lunga jaise taise
Mauka milte hi ye khichte hai niche
Fatti hai samne toh bolte hai piche
Jalti ni inki toh bhadke se kyu hai
Jante ni mujhko toh judge krte kyu hai

Credits
Writer(s): Rahul Sahu
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.