Dil Ki Zameen (feat. Kamil Deshmukh)
Tere Hawale Kiye Maine Saare Hi Nagme Mere
Tere Ujaale Se Hote Hai Raushan Savere Mere
Teri Dhun Me Hoon Likhta Hoon Nazmo Ke Lafz Sabhi
Teri Wajah Se Hi Aati Hai Lab Par Mere Har Khushi
Tu Mehjabi
Tu Naazni
Tu Hi Woh Baarish Jo Na Ho Toh Banjar Hai Dil Ki Zameen
Tuhi Jo Manzil Pe Mujhko Le Jaye Woh Hai Raasta
Tuhi Jo Na Ho Mere Sang Toh Ho Jaau Mai Laapata
Tuhi Woh Khwahish Meri Jiski Rab Se Mai Maangu Dua
Tuhi Nawazish Meri Ab Tu Hi Hai Mera Aashiyaan
Tu Dilkashi
Tu Raushani
Tu Hi Woh Baarish Jo Na Ho Toh Banjar Hai Dil Ki Zameen
Jaane Hawa Mein Nasha Hai Ya Khusboo Teri Sandali
Jaane Mujhe Kya Hua Hai Mai Khud Ke Hi Bass Mein Nahi
Hai Saadagi
Yaa Aawargi
Tu Hi Bata De Mujhe Abb Khada Hoon Mai Kabse Yahin

Credits
Writer(s): Arya Salvi, Kamil Deshmukh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
All Album Tracks: Dil Ki Zameen (feat. Kamil Deshmukh) - Single >
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.