Flyting for a Living

Rishi me rakha yaad hu
Datoon k bina tu aaya tha lene
Gehere toofan me churakar samay
Rehna tha mera jabhi bhi spoken open mic tak
Chhodkar deta tha tu aur ride bhar
Lines padhlena kehta tha tu
Pickup mera mindspace pe, bridgeaurbheed ko
Paar karke seena bekhauf tan karke
Bina raincoat kharghar se
Pohoche versova mehek k dhua ek pitchfest tha hua
Aur me choke tha hua, yaad hai

Yaad hai kya? Saabit tha karna
Sabke saamne kabiliyat har haal me jab
Par dekha, ky dekha? Haar na? saabit sirf karna apne aap ko
Baki rakhe na mayne
Aatma jaagna hota hai konsa tofa janoge maut k pehle parlok
Kaamna, aasma, taapu pe chhao mile na mile me chappu chalau

Your name please, Uh I am Sarvesh Dhamorikar
Pch, pen name! Sorry I should be as LostHead
Okay, your call is fifty five, you can wait with the other participants
Alright, they will call me inside right? Yea

Toh jab me gya andar gya jam yeh gala jamkar baraf dhala sun jab
Pata chala maksadd galat chuna wapas gufa tak tha suna Talha Yunus
Bada sangharsh khudise hi buddhi brhasht ho chuki thi goodie mob ki
Padi thi chatak, rhyming talab si lagi lagne bane rhyme slinger
Tabhi ghodi mic ko banake aadhe raat me sawari chale nightmares mitane
I will flyte for a living, gharpe ideas beche sage bhai se hai sikhe ghasi gand
Tabhi paye lakhon aur jiski bachi gand vo ab layak na hai
Tarike se zindagi nibhani,farebi k shinigami bulare
Tadipaar ni zimmedari karani
Sareekhe k gaane ni banane
Khopda sunai aisa deta gunahi konsi? Saza ghumayi
Chaaro taraf tabahi mantaron se
Hala ki me bari niji mamlo se ni ho skta toh
Bhalai meri isime ki bhula du me sab aur ghumadu me gum
Yaha dhumakul hai sach ha gubbaro me sukh bhara chubate
Kyu dukh? fir chhupate kyu mukh? aur dukhate kyu mann? Huh? Dimagi
Mausam ho Gotham sa roshni ho laapata fir bhi anokha josh
Logoke kaano tak pohchega, saugandh hai meri ab biijli bhi giregi
Mere logo ke aakar me fir tvacha neon chamkegi
Ek bhayanak raaz tasallise bayan hoga, bhitar ke vo mayavi swabhav ka
Daur padharega, sawal ki jo aag koi jawab bhi na bujha paega
Kalam pe yeh gaur denge tabhi Asur khade khade jagah par hai marzi se
Fir gardish me bhi Prabhu sa prabhav dega uhh



Credits
Writer(s): Sarvesh Dhamorikar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link