Chayan
No one can serve two masters
Either you will hate the one and love the other
Or you will be devoted to the one and despise the other
You cannot serve both God and money
Matthew 6 24
Sawal he ye bohot hi gehra
Kamana to hai tujhe dher saara rupaiyya
Duniya me kar raha tu bohot saara kaam
Kyuki paapi pet ka he ye sawal
Mushkil se ho raha tera guzara
Killat hai paiso ki upar se byaz ka dhindora
Ashant ho raha jeevan tumhara
Lottery ke ticket par paise tu gava raha
Nidra mein bhi aaye sapne paiso ki chinta ke
Kaabu karna mushkil hein iss vichar ko
Kaam ka tension bohot he offfice mein
Aur daaru pi kar maare tu biwi bachon ko
Gharelu hinsa karke kya he fayda
Dikh raha yeh tera ganda Charitra
Chun tu ek baar ishwar ki raah ko
Paapi pet tera ho jaye pavitra
Mat rakh andhakar mein apne sharir ko
Prakash ka srot tere yeh nayan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Paisa kitna kama raha
Ispar adharit nahi tera jeevan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Mat rakh andhakar mein apne sharir ko
Prakash ka srot tere yeh nayan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Paisa kitna kama raha
Ispar adharit nahi tera jeevan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Ab baat karte hai ameeron ki
Dhan se bhare hai unke ghar
Fir bhi raat mein neend na aaye
Itna toh naram hai takiya bistar
Sona itna mehenga hai
Aur pehne 10 kilo Ke Aabhushan
Rokar tera bura hai haal
Nahi koi kare tera santvan
Paisa itna tere paas
Par rogi hua tera sharir
Fir bhi samajh me nahi aati ye baat
Doctor bhi bole inhe
"Dawa ki nahi dua ki jarurat hai"
Gareeb ho ya ameer
Dhoonde sab apna basera
Do naav mein nahi hove tu sawar
Chun tu ab tera sahi kaptaan
Mat rakh andhakar mein apne sharir ko
Prakash ka srot tere yeh nayan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Paisa kitna kama raha
Ispar adharit nahi tera jeevan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Mat rakh andhakar mein apne sharir ko
Prakash ka srot tere yeh nayan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Paisa kitna kama raha
Ispar adharit nahi tera jeevan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Either you will hate the one and love the other
Or you will be devoted to the one and despise the other
You cannot serve both God and money
Matthew 6 24
Sawal he ye bohot hi gehra
Kamana to hai tujhe dher saara rupaiyya
Duniya me kar raha tu bohot saara kaam
Kyuki paapi pet ka he ye sawal
Mushkil se ho raha tera guzara
Killat hai paiso ki upar se byaz ka dhindora
Ashant ho raha jeevan tumhara
Lottery ke ticket par paise tu gava raha
Nidra mein bhi aaye sapne paiso ki chinta ke
Kaabu karna mushkil hein iss vichar ko
Kaam ka tension bohot he offfice mein
Aur daaru pi kar maare tu biwi bachon ko
Gharelu hinsa karke kya he fayda
Dikh raha yeh tera ganda Charitra
Chun tu ek baar ishwar ki raah ko
Paapi pet tera ho jaye pavitra
Mat rakh andhakar mein apne sharir ko
Prakash ka srot tere yeh nayan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Paisa kitna kama raha
Ispar adharit nahi tera jeevan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Mat rakh andhakar mein apne sharir ko
Prakash ka srot tere yeh nayan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Paisa kitna kama raha
Ispar adharit nahi tera jeevan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Ab baat karte hai ameeron ki
Dhan se bhare hai unke ghar
Fir bhi raat mein neend na aaye
Itna toh naram hai takiya bistar
Sona itna mehenga hai
Aur pehne 10 kilo Ke Aabhushan
Rokar tera bura hai haal
Nahi koi kare tera santvan
Paisa itna tere paas
Par rogi hua tera sharir
Fir bhi samajh me nahi aati ye baat
Doctor bhi bole inhe
"Dawa ki nahi dua ki jarurat hai"
Gareeb ho ya ameer
Dhoonde sab apna basera
Do naav mein nahi hove tu sawar
Chun tu ab tera sahi kaptaan
Mat rakh andhakar mein apne sharir ko
Prakash ka srot tere yeh nayan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Paisa kitna kama raha
Ispar adharit nahi tera jeevan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Mat rakh andhakar mein apne sharir ko
Prakash ka srot tere yeh nayan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Paisa kitna kama raha
Ispar adharit nahi tera jeevan
Nahi kar sakta khush tu do maalik ko
Dhan aur parmeshwar mein kar tu chayan
Credits
Writer(s): Vikas Makasare
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.