Jai Jai Kedara

(Shiv-Shiv Shabhu, har-har Shambhu)
(Jai, jai, jai, jai Kedara)
(Shiv-Shiv Shabhu, har-har Shambhu)
(Jai, jai, jai, jai Kedara)

(Shiv-Shiv Shabhu, har-har Shambhu)
(Jai, jai, jai, jai Kedara)
(Shiv-Shiv Shabhu, har-har Shambhu)
(Jai, jai, jai, jai Kedara)

Shiv ki maaya koi na jaane
Shiv ko daata har koi maane
Hove mujhko darshan Shiv ka
Manzil meri mandir Shiv ka

Majhdhaari hai naav meri, koi sankat baha na le jaaye
Shiv ki bhakti karta chaloon, Shiv mandir apne pahoonchaaye
Majhdhaari hai naav meri, koi sankat baha na le jaaye
Shiv ki bhakti karta chaloon, Shiv mandir apne pahoonchaaye

(Shiv-Shiv Shabhu, har-har Shambhu)
(Jai, jai, jai, jai Kedara)
(Shiv-Shiv Shabhu, har-har Shambhu)
(Jai, jai, jai, jai Kedara)

(Shiv-Shiv Shabhu, har-har Shambhu)
(Jai, jai, jai, jai Kedara)
(Shiv-Shiv Shabhu, har-har Shambhu)
(Jai, jai, jai, jai Kedara)

Sabhi Devon mein Dev hai niraale
Bhole Shankar humare damru waale (haan)
Sabhi Devon mein Dev hai niraale (hain niraale)
Bhole Shankar humare damru waale
Bhole dar pe jo aaya Tere maangne
Jholi bhar ke woh jaata leke saath mein

Har praani ko diya sahaara
Har praani ko diya sahaara
Shiv Shambhu, mere Kedara
Shiv Shambhu, mere Kedara

Majhdhaari hai naav meri, koi sankat baha na le jaaye
Shiv ki bhakti karta chaloon, Shiv mandir apne pahoonchaaye
Majhdhaari hai naav meri, koi sankat baha na le jaaye
Shiv ki bhakti karta chaloon, Shiv mandir apne pahoonchaaye

(Shiv-Shiv Shabhu, har-har Shambhu)
(Jai, jai, jai, jai Kedara)
(Shiv-Shiv Shabhu, har-har Shambhu)
(Jai, jai, jai, jai Kedara)

(Shiv-Shiv Shabhu, har-har Shambhu)
(Jai, jai, jai, jai Kedara)
(Shiv-Shiv Shabhu, har-har Shambhu)
(Jai, jai, jai, jai Kedara)

(Shiv-Shiv Shabhu, har-har Shambhu)
(Jai, jai, jai, jai Kedara)
(Shiv-Shiv Shabhu, har-har Shambhu)
(Jai, jai, jai, jai Kedara)



Credits
Writer(s): Nikhar Juneja, Gajendra Pratap Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link