Kasturi

Main Na Bhoolunga
Kate the Kaise wo din
Kati thi kaise wo raat
Kati thi Kaise wo nas
Aur kisine kaise ni suni awaaz
Karta Zamana ye khali sawaal
Na depati Jawaab ye Meri Zabaan
Khoke me sudh budh tha ese chup kyu
Lagta tab Bhari sabha me koi Khadi thi laash
Ussdin
Ban baitha buz dil
Hai Sakhiya puchti
K hai tu kahaaa
Ussdin
Tha Terna u muskil
Ye Naav gar na doobti
To Kya hoti tu mere pass
Andarse baitha khokla ban
Hai Sineme bas mere dhua aur dard
Subah agar na chahe dekhna laash meri
To Aaj raat Dua tu kar
Hua Khudgarz par Raha Ghutmar
Irsha se andar raha Khudmar
Aaa khud par mujhe samet tu chal
Tere aangan me bikhra hu tootkar

Main Na Bhoolunga
Kaise Dooba tha ishq me is kadar k na mile phir mujhko kinaare
Me pagal ban ye sunata sabko par khali Sunti thi deeware
Socha maglu me tujhko wapas Uss raat na chamke Sitaare
Jeetke tujhko to ham bhethe the par na jaane khudse kab? haare
Ishq e karj ki kisht hai dard
Kahi Mar na jau Ise bharte waqt
Bhool Gaye farz Ye usool Gaye mar
Na bache hai paas mere deneko
Kehneko ko pass ni bache koi lafz
Naajane ye raaz kitne hai dafan
Kehneko ko to sath me khade hai sab
Par sehneko samne ni ata koi bas
Jo baate thi ankahi ansuni
Me Betha Ban kavi bas tuhi
Wajah
Jo Gaate the akshar hi dhun kahi
Dund rahi tujhko ab
Meri Tarha
Kasturi
Jiski mehek se behka
Wo bas tuhi
Aur tuhi
Nashaa
Thiii Galti meri
Yaha Pehle se hi
Najane bhukte kyu
Tuhi sazaa
Main Na Bhoolunga
Main Na Bhoolungi



Credits
Writer(s): Shyam Jadhav
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link