Khafa

Kyu tu khafa?
Kyu sataye you be wajah?
Teri yaadon mein lapata
Na jane hu mein kahan

Kyu tu khafa?
Kyu sataye you be wajah?
Teri yaadon mein lapata
Na jane hu mein kahan

Likhrha hu yaadon ko teri hi
Yaadon se bahar tu kabhi bhi jaati nhi
Tujhko toh kya hi baatau ye baatein haan
Mere jazbaato ko tu kya hi jaanegi
Yaadein bhi roz aati aansu banke
Bas tu hi hai ek jo aati nahi
Kehne ko baatein toh bohot par firse
Nhi krna chahta galti sabkuchh dohrane ki
Kaafi tab raatein guzaari thi call pe lekin
Ab so bhi nahi parhe hein ham
Hokar bhi door haan itna tu paas thi aur
Kam lagte the saare gham
Tujhse hi bolna krta bore nahi
Aur tab sabse thi baatein kam
Krrha hu koshish mein tujhko bhulane ki
Betha hu leke ye aankhein nam

Kyu tu khafa?
Kyu sataye you be wajah?
Teri yaadon mein lapata
Na jane hu mein kahan

Kyu tu khafa?
Kyu sataye you be wajah?
Teri yaadon mein lapata
Na jane hu mein kahan

Raaton mein betha hoon taaron sa
Seekh rha hu ab khudse hi khush rehna
Mujhse toh tera ab bhar gaya man hai
Par sath mein uske toh khush hai na?
Paas jawab nahi mere koi pooche
Tere baare pata bhi kuchh keh naa
Roya hu soch ke tujhko tu bole
Koi pyar nhi krta hai tujhse yahan
Jaana hi tha na bahane banati
Aur mein bhi ye gana banata na
Feelings se mere na tujhe farak tha
Aur pagal mein firbhi manata rha
Chaahe udaas mein andar se kitna bhi
Firbhi kisi ko jatata na
Kabhi toh aayegi wapas tu laut ke
Jhoot ye khudko batata raha

Kyu tu khafa?
Kyu sataye you be wajah?
Teri yaadon mein lapata
Na jane hu mein kahan

Kyu tu khafa?
Kyu sataye you be wajah?
Teri yaadon mein lapata
Na jane hu mein kahan



Credits
Writer(s): Ayan Ansari
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link