Raasta (feat. B-Leaf, Devang S & Natalie Angrish)
Kya dard kisi ka lega koi?
Apne ghar ke uss roshandaan se jhaank leta hoon mai
Baahar sirf khushiyaan dikhti hai
Kabhi aankhein band kar apni saans rok leta hoon
Toh baahar ki shanti aur andar ka shor nazar aata hai
Kuch lamho ke liye ruk sakte ho tum?
Apni kahaaniyon ka bass ek chota hissa
Mujhe daan kar ke guzar jaao iss raaste se
Raasta lejaaye kahaan?
Raasta lejaaye kahaan?
Kahaan?
Raasta lejaaye kahaan?
Lejaaye kahaan?
Raasta lejaaye kahaan?
Ya
Hai meri yeh soch
Ya mera sankoch
Ye raaste dikhe na aaj bhi
Hai thoda sa shor, ya mann mein chor
Ummeden na tooti khwab ki
Dikhein lakeeren jo hathon mein
Vo manzil ki or hai bhaagti
Par umeed se duur ye raaz ki baatein hamesha kyu mujhe satati
Likhte hum baatein hazaar in lafzon mein kaisa ye arth chupa
Dikhte hum sheeshe mein na parchhaai se duur hai ghar ab mera
Ateet ke pehlu hai itne, ki qaid hoon main inme
Ab sehlu mein qisse
Jo
Dikhaate raaste
Pata na sahi aur galat ke faasle
Hum apne hi khwabon ko maar de
Ye raaz ab mujhe hi maat de
Aur sach se hojaate haadse
Par sawaal bas ek hi samne
Bhaag ke jaana hai duur
Ya vajood ki karni talaash hai
Bhaag ke jaana hai duur
Ya vajood ki karni talaash hai?
Uss roshandaan ke doosri taraf shaayad
Sheeshon se jude hue makaan nahi
Sab kehte hai rishte sirf pyaar jod sakta hai
Par mai kahun toh vishwaas rishton ko jude rakhne deta hai
Rishton ke liye jagah aur waqt nikaalna shaayad meri aadat nahi
Par vishwaas mein kami nahi rakhta mai
Jinhe kho diya, unke saath waqt chahiye mujhe
Raasta lejaaye kahaan?
La la la la
La la la la lala lala la
La la la la
La la la la lala lala la
Kal ka safar adhoora reh gaya
Jaldi uthne ke iraade se soya
Khaab ek dekha, dekha kai baar
Raaste pe chalte hi, manzil ko hai khoya
Raasta lejaaye kahaan?
Raasta lejaaye kahaan?
Lejaaye kahaan?
Raasta lejaaye kahaan?
Raasta lejaaye kahaan?
Lejaaye kahaan?
Lejaaye kahaan?
Apne ghar ke uss roshandaan se jhaank leta hoon mai
Baahar sirf khushiyaan dikhti hai
Kabhi aankhein band kar apni saans rok leta hoon
Toh baahar ki shanti aur andar ka shor nazar aata hai
Kuch lamho ke liye ruk sakte ho tum?
Apni kahaaniyon ka bass ek chota hissa
Mujhe daan kar ke guzar jaao iss raaste se
Raasta lejaaye kahaan?
Raasta lejaaye kahaan?
Kahaan?
Raasta lejaaye kahaan?
Lejaaye kahaan?
Raasta lejaaye kahaan?
Ya
Hai meri yeh soch
Ya mera sankoch
Ye raaste dikhe na aaj bhi
Hai thoda sa shor, ya mann mein chor
Ummeden na tooti khwab ki
Dikhein lakeeren jo hathon mein
Vo manzil ki or hai bhaagti
Par umeed se duur ye raaz ki baatein hamesha kyu mujhe satati
Likhte hum baatein hazaar in lafzon mein kaisa ye arth chupa
Dikhte hum sheeshe mein na parchhaai se duur hai ghar ab mera
Ateet ke pehlu hai itne, ki qaid hoon main inme
Ab sehlu mein qisse
Jo
Dikhaate raaste
Pata na sahi aur galat ke faasle
Hum apne hi khwabon ko maar de
Ye raaz ab mujhe hi maat de
Aur sach se hojaate haadse
Par sawaal bas ek hi samne
Bhaag ke jaana hai duur
Ya vajood ki karni talaash hai
Bhaag ke jaana hai duur
Ya vajood ki karni talaash hai?
Uss roshandaan ke doosri taraf shaayad
Sheeshon se jude hue makaan nahi
Sab kehte hai rishte sirf pyaar jod sakta hai
Par mai kahun toh vishwaas rishton ko jude rakhne deta hai
Rishton ke liye jagah aur waqt nikaalna shaayad meri aadat nahi
Par vishwaas mein kami nahi rakhta mai
Jinhe kho diya, unke saath waqt chahiye mujhe
Raasta lejaaye kahaan?
La la la la
La la la la lala lala la
La la la la
La la la la lala lala la
Kal ka safar adhoora reh gaya
Jaldi uthne ke iraade se soya
Khaab ek dekha, dekha kai baar
Raaste pe chalte hi, manzil ko hai khoya
Raasta lejaaye kahaan?
Raasta lejaaye kahaan?
Lejaaye kahaan?
Raasta lejaaye kahaan?
Raasta lejaaye kahaan?
Lejaaye kahaan?
Lejaaye kahaan?
Credits
Writer(s): Sommaiya Angrish
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.