Karwan

Har geet me
Zikr hai bas tera
Har shayari hai ghar tera

Befikr tha mai
Har ghadi ghumta
Kyu aajkal hai fikr me
Ye dil mera

Keh do zara
Tum bhi agar
Ho jagti youn raat bhar

Keh do zara
Ye dooriya
Karti nahi hai asar

Keh do ke tum bhi ho
Is karwan me
Mere humsafar
Kagaz ke kaidi
Dhun ki rah par
Jhuthla de do pal
Haqeekat... hmmm
Haqeeqat... hmmm

Kabhi meri bato se sehmat tha
Mere dill pe mujhe tha yaqeen
Teri taraf jo muda
Na raha vo mera
Fir se humraz kabhi
Kabhi meri bato se sehmat tha
Mere dill pe mujhe tha yaqeen
Teri taraf jo muda
Na raha vo mera
Fir se humraz kabhi

Keh do zara
Tum bhi agar
Ho jagti youn raat bhar

Keh do zara
Ye dooriya
Karti nahi hai asar

Keh do ke tum bhi ho
Is karwan me
Mere humsafar
Kagaz ke kaidi
Dhun ki rah par
Jhuthla de do pal
Haqeekat... hmmm
Haqeeqat... hmmm



Credits
Writer(s): Neel Mukherjee
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link