Manzil

Samajhne nikle
Samajhne nikle apni
Daastan yahin
Samajhne nikle apni
Daastan yahin
Chal pade magar
Raasta nahi

Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi

Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi

Do you feel
Do you feel this is love?
Love
Love
Love
Love
Love

Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi

Pata nahi hum kya dhoondh rahe hain
Ek doosre mein
Din ba din dil khwaab bunta hai
Aur hum niraasha
Woh kehte hain raasta
Sirf lamba ho sakta hai
Galat nahi
Par pyaar ka raasta agar itna lamba ho
Ki pyaar hi khatam ho jaaye toh?

Bana bhi nahi tha
Jal gaya woh aashiyaana humaara
Hum dhoondhte reh gaye khushi unme
Unhe laga hume jataana nahi aata

Manzil ki khoobsurti
Uske raaste ki kashish tai karti hai
Pohonchkar bhi hume manzil tak
Sirf aur zyada safar mila
Toh humne asthirta mein sukoon dhoondh liya
Unke pyaar ki gehraaiyon ko samajhna chaaha
Toh shabdon ne jazbaat barbaad kar diye
Ab kahin manzil aur raaste ke beech mein khada hoon
Unki yaadein mere khaabon ki lahron ka
Bass ek saahil bankar reh gayi

Kaash unko jab yaad karta
Toh ateet dikhta
Ab jab unhe sochta hoon
Toh sirf kahaaniya sunaayi deti hain

Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi

Mujhse milkar meri yaad dilaati ho
Khuda par nahi khud par vishvaas dilaati ho
Dooriyaan badh jaati jab
Bulaati ho
Khud par yakeen bikhar jaaye
Tab aati tum

Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi
Raasta nahi



Credits
Writer(s): Sommaiya Angrish
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link