Yun Toh Main
Yun toh main jaaga hoon raaton mein bhi
Din mein bhi saansein sulagti raheen
Sab kuchh diya mujhe kismat ne par
Jaane kami si kyun lagti rahi
Yun toh main jaaga hoon raaton mein bhi
Din mein bhi saansein sulagti raheen
Sab kuchh diya mujhe kismat ne par
Jaane kami si kyun lagti rahi
Raaton mein baaton mein
Bas teri yaadon mein
Har lamha dil ko dubo dunga main
Maine socha nahi tha
O jaana mohabbat mein
Is tarah se tujhko kho dunga main
Aee Aa
Aa ja jaan E jaan
Aise na sataa
Aa bhi ja
Wo Aaa
Aa ja jaan E jaan
Yun na tu jala
Aa bhi ja
Aa bhi ja
Yun to main khush hoon koi gham nahi
Jaane kyun dil mein ek aandhi si hai
Bhatthi sa jalta hai dil ye mera
Jab se ummeed teri baandhi si hai
Yun to main khush hoon koi gham nahi
Jaane kyun dil mein ek aandhi si hai
Bhatthi sa jalta hai dil ye mera
Jab se ummeed teri baandhi si hai
Dil ko sharaarat ki
Tujh se mohabbat ki
Har lamha har pal saza dunga main
Aag bujhne nahi dunga
Jalta rahunga aur
Haan saari yaadein jala dunga main
Muskuraahatein
Teri bachchon si aadatein
Mere hisse ki chahtein
O meri jaan
Khaab dekhna
Wo meri raah dekhna
Beetey lamhe sametnaa
O meri jaan
Muskuraahatein
Teri bachchon si aadatein
Mere hisse ki chahtein
O meri jaan
Kwaab dekhna
Wo meri raah dekhna
Beetey lamhe sametnaa
O meri jaan
Shokh si adaa
Wo meri chhoti si khataa
kaise hum ho gaye
Judaa
O meri
Jaan
Din mein bhi saansein sulagti raheen
Sab kuchh diya mujhe kismat ne par
Jaane kami si kyun lagti rahi
Yun toh main jaaga hoon raaton mein bhi
Din mein bhi saansein sulagti raheen
Sab kuchh diya mujhe kismat ne par
Jaane kami si kyun lagti rahi
Raaton mein baaton mein
Bas teri yaadon mein
Har lamha dil ko dubo dunga main
Maine socha nahi tha
O jaana mohabbat mein
Is tarah se tujhko kho dunga main
Aee Aa
Aa ja jaan E jaan
Aise na sataa
Aa bhi ja
Wo Aaa
Aa ja jaan E jaan
Yun na tu jala
Aa bhi ja
Aa bhi ja
Yun to main khush hoon koi gham nahi
Jaane kyun dil mein ek aandhi si hai
Bhatthi sa jalta hai dil ye mera
Jab se ummeed teri baandhi si hai
Yun to main khush hoon koi gham nahi
Jaane kyun dil mein ek aandhi si hai
Bhatthi sa jalta hai dil ye mera
Jab se ummeed teri baandhi si hai
Dil ko sharaarat ki
Tujh se mohabbat ki
Har lamha har pal saza dunga main
Aag bujhne nahi dunga
Jalta rahunga aur
Haan saari yaadein jala dunga main
Muskuraahatein
Teri bachchon si aadatein
Mere hisse ki chahtein
O meri jaan
Khaab dekhna
Wo meri raah dekhna
Beetey lamhe sametnaa
O meri jaan
Muskuraahatein
Teri bachchon si aadatein
Mere hisse ki chahtein
O meri jaan
Kwaab dekhna
Wo meri raah dekhna
Beetey lamhe sametnaa
O meri jaan
Shokh si adaa
Wo meri chhoti si khataa
kaise hum ho gaye
Judaa
O meri
Jaan
Credits
Writer(s): Rachit Sohgaura
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.