Khamoshi

Yee kaisi khamoshi, kyuu kar rahi baya na kuch bhi
Yee kaisi khamoshi, kyuu mai ab raha na kuch bhi
Yee kaisi khamoshi, uljha saa mann aur aakhe namm hai
Yee kaisi khamoshi, naa hai koi bss mange gamm yee
Uljha saa mann mera, naa likh sakuu naa kehh me paraa
Kaisee kruu baya, kyuu namm saa hai yee mann bechara
Hai kaisa bojh mujhpe, kyuu mann yee bharta jaara
Dimag bhi kehta, khudpe khaa rehem aur kar guzara

Yee gaane hai ek zariya khudko mai inme batara
Nhi ptaa hu mai kaisa mann mera kyuu bharta zara
Aakho me aasu bharke kati hai yee raate mene
Kano me chalte gaane inhi se hota guzara
Mann karta likhdu baate paano pe banadu gaane
Udas yee mann mera kyuu detaa hai uske bahane
Kosish hai kari mene lauu me upar khudko
Par huu naa-layak itna kabil nhi sambhalu khudko
Khada me firr wahi jaha me rehta tha kabhi
Yee 4 diware pass dur rehte hai sabhi
Nikala kyuu iss jaal se mujhe hasake
Jabb rehna thaa nii tohh kyu rakha mujhe fasake
Pada huaa hu wapis fir unhi lanjho me
Feka hai mujhko wapis fir unhi kaato me
Durr huu krta sabko rehne doo khayalon me
Sukoon see rehtaa mashroof mann ke sawalo me

Yee gaane hai ek zariya khudko mai inme batara
Nhi ptaa hu mai kaisa mann mera kyuu bharta zara
Aakho me aasu bharke kati hai yee raate mene
Kano me chalte gaane inhi se hota guzara
Mann karta likhdu baate paano pe banadu gaane
Udas yee mann mera kyuu detaa hai uske bahane
Kosish hai kari mene lauu me upar khudko
Par huu naa-layak itna kabil nhi sambhalu khudko



Credits
Writer(s): Anmol Pandey
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link