Don't Drugs (ADB)
Mujhe phookne do
Mujhe phookne do
Tu na
Kar
Par
Mujhe phookne do
Mujhe phookne do
Tu na
Kar
Par
Mujhe
Kuch saal pehle mei aur mere do mitr
Dheeraj, bob, Aliza, hona chaha rahe the viksit
Toh kari party crash ek, pehle se kamm tha cash phir
Teeno ko karne nashe andhe, banna blind bat bruv
Kahani toh aisi thi
Mei bhi dhoond raha bas hari trees
Dheeraj ko aliza pasand thi
Daal unki kabhi galli nahi aur
Aliza na chahti kuch hai
Haali mein uske the rishte toote
Janti woh launde baithe bhooke
Karne par usko nashe khoob hai
Bas phir kya?
Ghar ke peeche tha dikha dhua
Bhaga mein pohoncha phir maanga thoda
Unhone diya aur bola phook aa yeah
Idhar aao dono, idhar aao dono
Mila hai mujhe ye doob
"Hume bhi mila hai kuch"
"Hume bhi mila hai booze"
Gatt gatt gatt
Phook phook phook
Hum teeno the baje phir pade
Suroor bhi sarr pe ye chadde
Pharak na aaj kaun marre
Woh khenche phir daaru
Mei jote khoob maaru
Ye tension utaru
Woh dono the chaalu
Yahan koi na hai masoom
Inhe mei hi bigaadu
Inhe Mei hi sikha doon
Inhe mei pila doon
Par aaj nahi
Aaj thoda baja pada hoon mei
Aaj thoda hawa chala, ghoomgaye
Halat meri dikhe mere dikhe muh
nikale jeb se dheeraj pudiya phir goli ki
Bole aliza ko kare pyaar, goli phir usse do de di
Mujhe phookne do
Mujhe phookne do
Tu na
Kar
Par
Mujhe phookne do
Mujhe phookne do
Tu na
Kar
Par
Mujhe
Halat buri meri
Mary Jane ne chummi de di
Hil na paara thoda sa bhi
Buddhi dhoka de gayi
Tha mei neend mein
Tabhi sunn na paaya cheekien
Dekh dost ke taur tareeke
Shareer ke rang bhi gaye feeke
Dheeraj ne goli
Goli thi woh ecstasy
Aliza drowsy puri
Phir bhi na woh chipki thi
Pooche jaa raha mauke ka
Par woh nah dene waali
Dheeraj phir kho baitha khud ka
Kar baitha cheen jhapati
Kheench ke le jaa raha ussey kone waale kamre mein
Bichari cheekien jaari log dekh uss pe hass rahe the
Unki galti na, woh khud bhi le rahe substance the. Dekhe jaa rahe sab jo chal raha, lene unhe mazze the
Kamre se awaazien aa rahi
Ladki na koi bachare
Nasho mein dhutt puri party
Ladki ki rooh ab bahar hai
Utha mei ghanto baad
Aliza ko le gaya haspatal
Darj kari phir FIR
Kal raat hua balatakar
Dheeraj gaya jail mein
Kuch nah raha same phir
Aliza roothi khud se
Khud khushi mein gayi phir
Pehle mere do dost the
Ab ek jail mein, ek nah rahi
Wajah phir ye drugs the
Wajah phir ye drugs the
Mujhe phookne do
Mujhe phookne do
Nah yaad karna kuch
Mujhe phookne do
Mujhe phookne do
Nah yaad karna kuch
Mujhe phookne do
Tu na
Kar
Par
Mujhe phookne do
Mujhe phookne do
Tu na
Kar
Par
Mujhe
Kuch saal pehle mei aur mere do mitr
Dheeraj, bob, Aliza, hona chaha rahe the viksit
Toh kari party crash ek, pehle se kamm tha cash phir
Teeno ko karne nashe andhe, banna blind bat bruv
Kahani toh aisi thi
Mei bhi dhoond raha bas hari trees
Dheeraj ko aliza pasand thi
Daal unki kabhi galli nahi aur
Aliza na chahti kuch hai
Haali mein uske the rishte toote
Janti woh launde baithe bhooke
Karne par usko nashe khoob hai
Bas phir kya?
Ghar ke peeche tha dikha dhua
Bhaga mein pohoncha phir maanga thoda
Unhone diya aur bola phook aa yeah
Idhar aao dono, idhar aao dono
Mila hai mujhe ye doob
"Hume bhi mila hai kuch"
"Hume bhi mila hai booze"
Gatt gatt gatt
Phook phook phook
Hum teeno the baje phir pade
Suroor bhi sarr pe ye chadde
Pharak na aaj kaun marre
Woh khenche phir daaru
Mei jote khoob maaru
Ye tension utaru
Woh dono the chaalu
Yahan koi na hai masoom
Inhe mei hi bigaadu
Inhe Mei hi sikha doon
Inhe mei pila doon
Par aaj nahi
Aaj thoda baja pada hoon mei
Aaj thoda hawa chala, ghoomgaye
Halat meri dikhe mere dikhe muh
nikale jeb se dheeraj pudiya phir goli ki
Bole aliza ko kare pyaar, goli phir usse do de di
Mujhe phookne do
Mujhe phookne do
Tu na
Kar
Par
Mujhe phookne do
Mujhe phookne do
Tu na
Kar
Par
Mujhe
Halat buri meri
Mary Jane ne chummi de di
Hil na paara thoda sa bhi
Buddhi dhoka de gayi
Tha mei neend mein
Tabhi sunn na paaya cheekien
Dekh dost ke taur tareeke
Shareer ke rang bhi gaye feeke
Dheeraj ne goli
Goli thi woh ecstasy
Aliza drowsy puri
Phir bhi na woh chipki thi
Pooche jaa raha mauke ka
Par woh nah dene waali
Dheeraj phir kho baitha khud ka
Kar baitha cheen jhapati
Kheench ke le jaa raha ussey kone waale kamre mein
Bichari cheekien jaari log dekh uss pe hass rahe the
Unki galti na, woh khud bhi le rahe substance the. Dekhe jaa rahe sab jo chal raha, lene unhe mazze the
Kamre se awaazien aa rahi
Ladki na koi bachare
Nasho mein dhutt puri party
Ladki ki rooh ab bahar hai
Utha mei ghanto baad
Aliza ko le gaya haspatal
Darj kari phir FIR
Kal raat hua balatakar
Dheeraj gaya jail mein
Kuch nah raha same phir
Aliza roothi khud se
Khud khushi mein gayi phir
Pehle mere do dost the
Ab ek jail mein, ek nah rahi
Wajah phir ye drugs the
Wajah phir ye drugs the
Mujhe phookne do
Mujhe phookne do
Nah yaad karna kuch
Mujhe phookne do
Mujhe phookne do
Nah yaad karna kuch
Credits
Writer(s): Aditya Roy
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.