Khidki
I said I want a 7, a 2, a 3, a 103
And this for the people who want fun and peace
And for the murderers, the druggies and the depressed wives
And the people working 9 to 5
Now this is not a test you see
I'm rappin' to the beat
Ghar ke khidki se jhanka main
Yeh toh Shibu kaka hai
Toto shyam ko, subah bora uthata hai
Par aaj khudko bhi utha nahi sakta
Hai subah ho gya kabka, par raat wala abhi tak nahi utra
Sambhala khudko girte girte shayad naali mein 3-4 baar
Aankhein bhi gir rahi jaise soya nahi shayad 3-4 raat
Khidki tak badbu aari
Gaalion ka Ghalib
Abhi jaise ro dega, kabhi muh pe hasi aur haathon mein tali
Har savere nashe mein jaise ganje ki bagiche ka maali
Piche woh kaun? woh uski gharwali: Gauri Kaki
Ayi thi 10 saal pehle woh mayike se
Pehle kuch saal aram mein thik thak kaide se
Tab karta tha kaam kisi dukan mein rehta fayde mein
Fir? nikala gya ussi se kyunki churaya tha maal woh ussi se
Fir kya? Kiya danga ek raat daaru pike
Jo bhi ho
Boli kaki "yeh aakhri din mein rahungi iss ghar mein
Poch daala maang maine, tod diye jo zevar the"
"Abbey maa meri kyu karri dimaag ka bhosda"
Daayein se baayein leherte huye Shibu kaka ne bola
Kaki bhi ro uthi "bas mera ho gya, hey ram, mujhe uthalo!
Agar rakhna hai yaha mujhe toh pakdo mera haath, yafir woh daaru"
"Huh... randi"
Bola kaka ne pocket mein rakhe botal ko chumte huye
Dekh isko Gauri ke haath paer jaise sunn the huye
Bahar aye para ke sab yeh sab sunte huye
Dekha apni laal ankhon se kaka ne kaki ko ghurte huye
Aur fir bas, pakda uski baalon ko aur ghasita baalu ki taraf
Mara kaki ko kaka ne yafir tha woh daaru ya charas
Bas issi soch mein saare khade dekh rahe the
Jo ghar yeh jal raha tha, usme sab haath sek rahe the
Kaki ka kajal behke uske gaal huye kaale
Kuch hi palon mein laal jab kaka ne thappad the maare
Rote rote boli kaki, "rahungi na yaha ek aur din"
Gauri ki cheenkh ansuni, bani na yeh sansani
Kyunki yaha thi yeh sirf ek aur din
Bolna chahiye nahi par bol raha firbhi
Kaise dekhega duniya jab khuli ni hai khidki?

To be continued

Credits
Writer(s): Jisu
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.