Rab Ka Shukrana (Lofi Flip)
Tu hai ab jo baahon mein, qaraar hai
Rab ka shukrana
Saanson mein hai nasha, khumaar hai
Rab ka shukrana
Tu hi ab mera deen hai, eemaan hai
Rab ka shukrana
Mera kalma hai tu, azaan hai
Rab ka shukrana
(Rab ka shukrana)
Tu mila toh sab mila, ab kisi se kya gila?
Tujh mein simatoon, aa, main bikharoon teri baahon mein
Tu mila toh sab mila, ab kisi se kya gila?
Tujh mein simatoon, aa, main bikharoon teri baahon mein
Fanaa ho jaaun main
Tu hi ab duniya meri, jahaan hai
Rab ka shukrana
Khwabon ki, khayaalon ki udaan hai
Rab ka shukrana
Tu hi ab mera deen hai, eemaan hai
Rab ka shukrana
Mera kalma hai tu, azaan hai
Rab ka shukrana
Sab se ho jaaun pare jo ishara tu kare
Ab toh rehna hai tujhi mein, gumshuda hoon main
Sab se ho jaaun pare jo ishara tu kare
Ab toh rehna hai tujhi mein, gumshuda hoon main
Oh, teri baahon mein
Jazbon ka ab toh naya bayaan hai
Rab ka shukrana
Naya rutba, nayi shaan hai

Credits
Writer(s): Pritam Chakraborty, Sanjay Masoomm
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.