Chaand Pe Daagh
Tere baad kati Raat hi nahi,
Meri Khushi baad ki baat hi rahi,
Tujhko chupa ke rakhun is duniya se,
Teri har baat bhi raaz hi rahi,
Khushi mere darr pe aati nahi,
Ab rahay Tere kiun hum khaas nahi,
Tere Bina nahi tha din guzarta,
Tumhe Mera kiun ehsaas hi nahi,
Ab tere baad nahi koi,
Na Tere pehly tha,
Tanhai Jo Pasand ho Tum ko,
Tum kehti mein khamosh hi reh leta,
Teri aankhon mein jo dekha meine,
To Nazar aya mujhe ghair tha,
TU Ishara bas kardeti aankhon se,
Umar Bhar wahin teharta,
Hum ab bhi tere qaabil nahi,
TU kar khudse Juda,
TU har ziqar mein shamil rahi,
Jaaneman
Dil tera hi raha,
Khamoshi se Matlab hi nahi hai,
Matlab to baaton se hai,
Din to yeh guzar hi jayengy,
Gilla tou raaton se hai
Saare zakham mere Dil ke,
Jaan tere hi haathon se hain,
Hum bethy Thay jiske kinaaray,
Ab darya wo aankhon mein hai,
TU jitni hai naazuq,
Hum utnay ghamgeen,
Tumhe Jo paya,
Aur khudko nahi,
Hum taktay rahay,
TU hasti rahi,
Tujhpe udaasi yeh,
Jachti nahi,
Hosho hawas hi kho betha jese,
Nazar Teri ye jhugti gayi,
TU ho jab saamne,
Dard hi nahi,
Is Dil mein bas sardi rahi,
Tujhay dikhe khudme koi aib?
Kya Chaand pe daagh nahi hai?
Tujhay khoya to ho na yaqeen,
Haqeeqat hai yeh jaan koi khuwab nahi hai,
Ab tujhsay koi aas nahi hai,
Is Dard ka hisaab nahi hai,
Na TU hai, na sun ne ko teri awaaz,
Bas teri yaad rahi hai,
Meri Khushi baad ki baat hi rahi,
Tujhko chupa ke rakhun is duniya se,
Teri har baat bhi raaz hi rahi,
Khushi mere darr pe aati nahi,
Ab rahay Tere kiun hum khaas nahi,
Tere Bina nahi tha din guzarta,
Tumhe Mera kiun ehsaas hi nahi,
Ab tere baad nahi koi,
Na Tere pehly tha,
Tanhai Jo Pasand ho Tum ko,
Tum kehti mein khamosh hi reh leta,
Teri aankhon mein jo dekha meine,
To Nazar aya mujhe ghair tha,
TU Ishara bas kardeti aankhon se,
Umar Bhar wahin teharta,
Hum ab bhi tere qaabil nahi,
TU kar khudse Juda,
TU har ziqar mein shamil rahi,
Jaaneman
Dil tera hi raha,
Khamoshi se Matlab hi nahi hai,
Matlab to baaton se hai,
Din to yeh guzar hi jayengy,
Gilla tou raaton se hai
Saare zakham mere Dil ke,
Jaan tere hi haathon se hain,
Hum bethy Thay jiske kinaaray,
Ab darya wo aankhon mein hai,
TU jitni hai naazuq,
Hum utnay ghamgeen,
Tumhe Jo paya,
Aur khudko nahi,
Hum taktay rahay,
TU hasti rahi,
Tujhpe udaasi yeh,
Jachti nahi,
Hosho hawas hi kho betha jese,
Nazar Teri ye jhugti gayi,
TU ho jab saamne,
Dard hi nahi,
Is Dil mein bas sardi rahi,
Tujhay dikhe khudme koi aib?
Kya Chaand pe daagh nahi hai?
Tujhay khoya to ho na yaqeen,
Haqeeqat hai yeh jaan koi khuwab nahi hai,
Ab tujhsay koi aas nahi hai,
Is Dard ka hisaab nahi hai,
Na TU hai, na sun ne ko teri awaaz,
Bas teri yaad rahi hai,
Credits
Writer(s): Dayyan Azhar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.