Siyaahi
Kuch galat sa asar hai hua
Mera dil besabar sa hua
Aankhe chupaaye baithi raaz
Ye zamana bekhabar sa hua
Kuch tujhme thi baat
Jab socha tujhe saath
Yaad karne pe aayi yaad
Khaali kaali raat
Sab kuch andhera
Na dikhe chehra
Na hi tera
Na hi mera
Sab andhera sab kaala
Kaali siyaahi se likhe hai gaane khoob
Ab mere panne saare laal
Kiya tune kuch kamaal
Sirf bola tujhe looser
Sabse bada looser mein
Maine, maine khoya tujhe chhu kar
Chhu kar
Haan maine khoya tujhe chhu kar
Yaad nahi aata kaisi thi teri aawaz
Dimag pe dalna padta zor
Thoda aur thoda aur
Meri jaan thoda door thoda door
Door rakh tera naam
Tera kaam tera dhaam
Woh inaam woh zeher
Yaad aata hai?
Jab aaye the tere sheher
Aaye the tere sheher
Saalo baad jab ankho ko milaya tune
Mujhe dekh ke thoda sa muskuraya tune
(Haan Hooo)
Saalo baad jab ankho ko milaya tune
Mujhe dekh ke thoda sa muskuraya tune
Baith ke Kari thi baatein chaar
Nahi maanenge kabhi haar
Thoda pateint, thoda noor
Bewajah hum nahi the mash-hoor
Teri gali mein, Teri gali mein
Mash-hoor Teri gali mein
Zara haath pakad meri jaan
Chal tujhko ghuma du aasman
Yu hi udti fire tu sapno mein
In palko ko tere li bana du me vimaan
Jab bhi milte the
Chehre yu khilte the
Chalte sadak par haste the firte the
Jalte the log aksar
Shayad unhi ki lagyi hogi buri nazar
Bitha le tere paas mein
Sula le Teri god me
Ab dukhne laga ye sir
Dukhne laga ye sir
Kuch galat sa asar hai hua
Mera dil besabar sa hua
Aankhe chupaaye baithi raaz
Ye zamana bekhabar sa hua
Kuch tujhme thi baat
Jab socha tujhe saath
Yaad karne pe aayi yaad
Khaali kaali raat
Sab kuch andhera
Na dikhe chehra
Na hi tera
Na hi mera
Sab andhera sab kaala
Kaali siyaahi se likhe hai gaane khoob
Ab mere panne saare laal
Ho oo
Mera dil besabar sa hua
Aankhe chupaaye baithi raaz
Ye zamana bekhabar sa hua
Kuch tujhme thi baat
Jab socha tujhe saath
Yaad karne pe aayi yaad
Khaali kaali raat
Sab kuch andhera
Na dikhe chehra
Na hi tera
Na hi mera
Sab andhera sab kaala
Kaali siyaahi se likhe hai gaane khoob
Ab mere panne saare laal
Kiya tune kuch kamaal
Sirf bola tujhe looser
Sabse bada looser mein
Maine, maine khoya tujhe chhu kar
Chhu kar
Haan maine khoya tujhe chhu kar
Yaad nahi aata kaisi thi teri aawaz
Dimag pe dalna padta zor
Thoda aur thoda aur
Meri jaan thoda door thoda door
Door rakh tera naam
Tera kaam tera dhaam
Woh inaam woh zeher
Yaad aata hai?
Jab aaye the tere sheher
Aaye the tere sheher
Saalo baad jab ankho ko milaya tune
Mujhe dekh ke thoda sa muskuraya tune
(Haan Hooo)
Saalo baad jab ankho ko milaya tune
Mujhe dekh ke thoda sa muskuraya tune
Baith ke Kari thi baatein chaar
Nahi maanenge kabhi haar
Thoda pateint, thoda noor
Bewajah hum nahi the mash-hoor
Teri gali mein, Teri gali mein
Mash-hoor Teri gali mein
Zara haath pakad meri jaan
Chal tujhko ghuma du aasman
Yu hi udti fire tu sapno mein
In palko ko tere li bana du me vimaan
Jab bhi milte the
Chehre yu khilte the
Chalte sadak par haste the firte the
Jalte the log aksar
Shayad unhi ki lagyi hogi buri nazar
Bitha le tere paas mein
Sula le Teri god me
Ab dukhne laga ye sir
Dukhne laga ye sir
Kuch galat sa asar hai hua
Mera dil besabar sa hua
Aankhe chupaaye baithi raaz
Ye zamana bekhabar sa hua
Kuch tujhme thi baat
Jab socha tujhe saath
Yaad karne pe aayi yaad
Khaali kaali raat
Sab kuch andhera
Na dikhe chehra
Na hi tera
Na hi mera
Sab andhera sab kaala
Kaali siyaahi se likhe hai gaane khoob
Ab mere panne saare laal
Ho oo
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.