Ek Baar Tujhko Dekha (From "Deewana")
Tera khayal mere dil se ja nahi sakta
Tamam umar mein tujhko
Bhula nahi sakta, bhula nahi sakta
Aaja
Ek baar tujhko dekha
Phir dekhu yeh dil kahe
Hmm ek baar tujhko dekha
Phir dekhu yeh dil kahe
Ab mein jaha bhi jau teri justaju rahe
Deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Mera tasavur meri deewangi tu hi to hain
Kash tujhe khabar hoti
Yeh zindagi tujh bin har lamha
Mujhe tadpaati hain
Mein kya karu?
Zindagi se bhaag kar kaha jau?
Tera pata bhi to nahi
Ashaon ka banke darpan
Tune badla mera jeevan
Anjaane mein jod di maine
Tujhse apne dil ki dhadkan
Aai hain yaad phir tu
Phir hosh kho gaya
Phir dil machal machal ke
Betaab ho gaya
Hooo deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Ab tak maine khwab jo dekhe
Un khwabon ki chahat hain tu
Lagta hain kyo aaisa mujhko
Dil ki pehli hasrat hain tu
Yeh meri beqaraari yeh meri bekhudi
Has has ke roj mujhse karti hain dillagi
Hooo deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Hoo deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Ek baar tujhko dekha
Phir dekhu yeh dil kahe
Ab mein jaha bhi jau teri justaju rahe
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Tamam umar mein tujhko
Bhula nahi sakta, bhula nahi sakta
Aaja
Ek baar tujhko dekha
Phir dekhu yeh dil kahe
Hmm ek baar tujhko dekha
Phir dekhu yeh dil kahe
Ab mein jaha bhi jau teri justaju rahe
Deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Mera tasavur meri deewangi tu hi to hain
Kash tujhe khabar hoti
Yeh zindagi tujh bin har lamha
Mujhe tadpaati hain
Mein kya karu?
Zindagi se bhaag kar kaha jau?
Tera pata bhi to nahi
Ashaon ka banke darpan
Tune badla mera jeevan
Anjaane mein jod di maine
Tujhse apne dil ki dhadkan
Aai hain yaad phir tu
Phir hosh kho gaya
Phir dil machal machal ke
Betaab ho gaya
Hooo deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Ab tak maine khwab jo dekhe
Un khwabon ki chahat hain tu
Lagta hain kyo aaisa mujhko
Dil ki pehli hasrat hain tu
Yeh meri beqaraari yeh meri bekhudi
Has has ke roj mujhse karti hain dillagi
Hooo deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Hoo deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Ek baar tujhko dekha
Phir dekhu yeh dil kahe
Ab mein jaha bhi jau teri justaju rahe
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Credits
Writer(s): Sajid-wajid, Faaiz Anwar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Ab Mujhe Raat Din (From "Deewana")
- Achchha Sil a Diya Toone Mere Pyar Ka (From "Bewafa Sanam")
- Deewana Tera (From "Deewana")
- Dil Kah Raha Hai Dil Se (From "Tera Chehra")
- Dil Se Dil Tak Baat Pahunchi (From "Deewana")
- Ek Baar Tujhko Dekha (From "Deewana")
- Humein Tumse Pyar (From "Yaad")
- Is Kadar Pyar Hai Tumse (From "Deewana")
- Ishq Mein Hum Tumhein Kya Batayein (From "Aaja Meri Jaan")
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.