Ishq Mein Hum Tumhein Kya Bataye
Ishq mein hum tumhe kya batayein, kis kadar chot khaye huye hai
Maut ne humko maara hai aur hum, zindagi ke sataye huye hai.
Ishq mein hum tumhe kya batayein...
Usne shadi ka jora pehan kar sirf chuma tha mere kafan ko.
bas usi din se...
bas usi din se jannat ki hoore, mujhe doolha banaye huye hai.

Surkh aakhon mein kaajal laga hai, rukh pe kaaza sajaye huye hai
Aise aaye hai...
Aise aaye hai mayat pe meri, jaise shaadi mein aaye huye hai.

Aeh lehat apni matti se kehde, daag lagne na paye kaffan ko
Aaj hi hamne...
Aaj hi hamne badle hai kapde, aaj hi hum nahaye huye hain...

Bikhri zulfein pareshaan chehra, ashk aakhon mein aye huye hai
Aeh achal thehar ja chand lahme...
Aeh achal thehar ja chand lahme, wo ayadat ko aaye huye hai.

Zindagi mein naa raas aayi rahat, chain se ab sone do lehat mein
Aeh farishto...
Aeh farishto na cherho na cherho,. hum jahan ke sataye huye hain.
Ishq mein hum tumhe kya batayein kis kadar chot khaye huye hai

Credits
Writer(s): Esakhelvi Atta Ullah Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Interview
- Asan Haan Yaar Pardesi
- Balo Batian Vey Mahi
- Ishq Mein Hum Tumhein Kya Bataye
- Wah Wah Meriya Mahiya
- Mat Poocho Kya Haal Huwa
- Sachi Das Ve Dhola
- Idhar Zindagi Ka Jinazaa
- Untah Wallay Turr Jan Gay
- Ve Bol Sanwall
All Album Tracks: Lok Virsa Vol.1 - Atta Ullah Khan Esakhelvi >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.