Dil Hi Dil Mein
dil hi dil mai humko maare dil dukhana aap ka
maan jao hum toh haare haaye gussa aap ka
ho gayi jho khata na sata bhool bhi ja
aap jaante hain humko hum na keh paayenge
muskura ke humko dekho hum bhi muskurayenge
mai nahi bewafa na khafa bhool bhi ja
jab tu mujhse rootha tha toh mujhse rooth baithi khushiyaan
de raha tha taane mausam hans rahi thi mujpe duniya
baarishoon main bheega aanchal dil na jaane kyun sokha tha
kaat-e-ta tha lamha lamha waqt ka har par roka tha

jab tu mujhse rootha tha toh mujhse roothi thi khushiyaan
hona tha jo hua hogaya bhool bhi ja

maan jao hum to haare haaye gussa aap ka
aaj kyun lage duniya ki pehli subha phir se hogi
bas hamara apna suraj un chui si dhoop khilegi
raat ko jo chand uthe ga chandni lori gaayegi
meri baahon maj sar rakh ke jaan meri so jayegi

aaj kyun lage duniya ki pehli subha phir hogi
bhool jaaye humein ye jahan bhool bhi ja
dil hi dil main humko maare dil dukhana aap ka

mai nahi bewafa na khaafa bhool bhi ja
bhool ja
bhool ja
haan bhool ja bhool bhi ja

Credits
Writer(s): Sandeep Chowta, Abbas Tyrewala
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.