Chaaye Chaaye

Chaaye Chaaye, Strings

Phir hua kya ...
Kaun janay...
Ek jhonka...
Phool khil k aap jhoomein
aap jhoomein...

Uss ki zulfein khulein to laga yun mujhe
ghata chaye chaye chaye chaye chaye chaye chaye chaye
ghata chayee to dil ki kali mei biche
tere saye saye saye saye saye saye saye saye
phir hua kya
phir hua yun
kaun janay
kaun samjhe
aik jhonka chuu k guzra
phool khil k aap jhoomein
panchi chehke to chupke se dil ne kaha
koi aaye aaye aaye aaye aaye aaye aaye aaye
Uss ki zulfein khulein to laga yun mujhe
ghata chaye chaye chaye chaye chaye chaye chaye chaye

Ye kahani nayee hai purani bhy hai
kuch anokhi bhy hai aur suhani bhy hai
surmai shaam hai aur deewani bhy hai
baat kehni bhy hai aur chupani bhy hai
aaj badal bhy mujh se wohi dastan
kehne aaye aaye aaye aaye aaye aaye aaye aaye

Uss ki zulfein khulein to laga yun mujhe
ghata chaye chaye chaye chaye chaye chaye chaye chaye

Khushbon se sajji shaam aanay laggi
geet mujh ko naye phir sikhane laggi
masti har shae pe ab to hai chanay laggi
dil ki kashti bhy ab to thikanay laggi
mujh se kehti hai khusboo mere dil mei woh
rehne aaye aaye aaye aaye aaye aaye aaye aaye

Uss ki zulfein khulein to laga yun mujhe
ghata chaye chaye chaye chaye chaye chaye chaye chaye
phir hua kya
phir hua yun
kaun janay
kaun samjhe
aik jhonka chuu k guzra
phool khil k aap jhoomein
panchi chehke to chupke se dil ne kaha
koi aaye aaye aaye aaye aaye aaye aaye aaye

Uss ki zulfein khulein to laga yun mujhe
ghata chaye chaye chaye chaye chaye chaye chaye chaye
ghata chayee to dil ki kali mei biche
tere saye saye saye saye saye saye saye saye



Credits
Writer(s): Bilal Maqsood, Anwer Maqsood
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link