Gunnah (Bloodmoney)

Gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke
Gunaah kiya usay ik din tanha chhod ke

Gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke
Gunaah kiya usse ik din tanha chhod ke
Tu mill naa paaye hum jee naa paaye
Kahin mar naa jaaye kaisi hai kaisi hai bebasi
Dil phir se chaahe teri hi panaahein
Kahin mar na jaaye zindagi
Gunaah kiya dil maine, yaar ka tod ke

Aankhien hai num, dhadkan maddham
Ab maan jaa roothe sanam
Saansein chubhan, toota sa mann
Aur naa sataa o jaan-e-mann
Tu mill naa paaye, hum jee naa paye
Kahin marna jaaye kaisi hai kaisi hai bebasi
Dil phir se chaahe teri hi panahein
Kahin mar naa jaaye zindagi
Gunah kiya dil maine yaar ka tod ke

Na re na re...
Mera har pal ab toh bojhal
Veeraan saa dil yeh har dum
Laakhon hai gham tanha hai hum
Kaise sahein itna sitam
Tu mill na paaye, hum jee naa paaye
Kahin marr na jaaye, kaisi hai, kaisi hai bebasi
Dil phir se chaahe
Teri hi panaahein
Kahin mar na jaaye zindagi
Gunaah kiya dil maine, yaar ka tod ke
Gunaah kiya usay ik din tanha chhod ke
Aaa.
Gunaah kiya. gunaah kiya...



Credits
Writer(s): Inconnu Compositeur Auteur, Bilawal Shaikh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link