Qismat Ki Hawa Kabhi Naram

Kabhi kaali ratiyaan, kabhi din suhane
Qismat kee baathen to qismat hee jaane

O beta jee,
O, beta jee, are-o, babu jee
Qismat kee haea kabhi naram, kabhi garam
Kabhi naram-naram, kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam, naram-garam

O beta jee,
Qismat kee haea kabhi naram, kabhi garam
Kabhi naram-naram, kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam, naram-garam, o, beta jee

Badi akad se beta nikale
Ghar se Actor hone
Vaah re qismat, vaah re qismat
Qismat mein the likhe bartan dhone
Are bhaaee, likhe bartan dhone

O beta jee,
Jeene ka mazaa kabhi naram, kabhi garam ...
Kabhi naram-naram, kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam, naram-garam

O, beta jee, are-o, babu jee
Qismat kee haea kabhi naram, kabhi garam
Kabhi naram-naram, kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam, naram-garam, o, beta jee

Duniyaa ke is chidyaghar mein tarah-tarah ka jalawaa
Milee kisi ko sukhi roti, kisi ko pooree-halava
Are bhaaee, kisi ko pooree-halava

O beta jee,
Khichdi ka mazaa kabhi naram, kabhi garam ...
Kabhi naram-naram, kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam, naram-garam, o, beta jee

Dard diya to thoda-thoda
Khushee bhee thodee-thodee
Vaah re maalik, vaah re maalik,
Dukh aur sukh kee khub banaai jodee
Are vaah, khub banaai jodee

O beta jee,
Jeevan ka nasha kabhi garam, kabhi naram
Kabhi naram-naram, kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam, naram-garam

O, beta jee, are-o, babu jee
Qismat kee haea kabhi naram, kabhi garam
Kabhi naram-naram, kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam, naram-garam, o, beta jee



Credits
Writer(s): Rajinder Krishan, Chitalkar Ramchandra
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link