Suhana Safar

Aaha-aaha, aa, ye suhana safar, hoy
Aaha-aaha, aa, ye suhana safar
Rukati nahin hai nazaaron pe nazar

Aaha-aaha, aa, ye suhana safar, hoy
Aaha-aaha, aa, ye suhana safar

O, hawaayen jhoom rahee hain
Gulon ko chuum rahee hain
Hoy, hawaayen jhoom rahee hain

Rokun dil ko main kaise? aise uda jae jaise
Maang liye hon kisi panchi se par

Aaha-aaha, aa, ye suhana safar, hoy
Aaha-aaha, aa, ye suhana safar

O, musaafir chalta hee jae
Kabhi bhee manzil naa aaye
Musaafir chalta hee jae

Dheere-dheere, haule-haule mujse ye dil bole
"cat jae raste mein saaree umr"

Aaha-aaha, aa, ye suhana safar, hoy
Aaha-aaha, aa, ye suhana safar

(chhuk-chhuk-chayya-chayya, chhuk-chhuk-chayya)
(chhuk-chhuk-chayya-chayya, chhuk-chhuk-chayya)
(patlee kamar moree, najuk baiyaan)
(chhuk-chhuk-chayya-chayya, chhuk-chhuk-chayya)

O, muje ye raah naa bhuulaa de
Kaheen ye aur naa pahunchaa de
Muje ye raah naa bhuulaa de

Kaisee hai ye matwaali lambee-lambee, kaali-kaali
Zulf kisi kee hai ya ye dagar?

Aaha-aaha, aa, ye suhana safar, hoy
Aaha-aaha, aa, ye suhana safar
Rukati nahin hai nazaaron pe nazar
Aaha-aaha, aa, ye suhana safar, hoy
Aaha-aaha, aa, ye suhana safar

(aaha-aaha, aa, ye suhana safar)
(aaha-aaha, aa, ye suhana safar)
(aaha-aaha, aa, ye suhana safar)



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Kudalkar Laxmikant, Pyarelal Ramprasad Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link