Hum Aur Tum

Hum aur tum
Tum aur hum
Moseeqi main hogae gum
Gaate hain chhoote hain
Sapno ko sach karte hain yahan
Aha Aha Aha Aha Aha

Zindagi ik raaz hai
Jis pay hum ko naaz hain
Bas yeh aik saaz hai esay tu ab cher ja...
Hum aur tum
Tum aur hum

Hamare geeton main sab rang hain
Khushi hai gham bhi hai
Pyar hai kya na hain
Yeh to hai apnaa jahan
Aajao tum bhi yahan
Aisa sur kahan
Hum aur tum
Tum aur hum
Moseeqi main hogae gum
Gaate hain chhoote hain
Sapno ko sach karte hain yahan
Aha Aha Aha Aha Aha

Zindagi ik raaz hai
Jis pay hum ko naaz hain
Bas yeh aik saaz hai esay tu ab cher ja
Aa Aa Aa
Hum aur tum
Tum aur hum

Insaan to jo bhi ho
Chota ya bara ho
Ameer ya ghareeb ho
Sab ka hai geeton ka khazana
Bant lain Jhum lain
Gae yeh zamana zamana zamana

Hum aur tum
Tum aur hum
Moseeqi main hogae gum
Gaate hain chhoote hain
Sapno ko sach karte hain yahan
Aha Aha Aha Aha Aha

Zindagi ik raaz hai
Jis pay hum ko naaz hain
Bas yeh aik saaz hai esay tu ab cher ja...
Hum aur tum
Tum aur hum
Hum aur tum
Tum aur hum
Hum Hum Hum aur tum
Tum aur hum
Hum aur tum
Tum aur hum
Hum aur tum
Tum aur hum



Credits
Writer(s): Biddu, Zoheb Hassan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link