Mausam Hai Ashiqana

Mausam hai aashikana
I dil kaheen se unako
Aise mein dhund laanaa
Aise mein dhund laanaa

Mausam hai aashikana
I dil kaheen se unako
Aise mein dhund laanaa
Aise mein dhund laanaa
Mausam hai aashikana

Kahana ki rut javaan hai
Aur hum taras rahe hain
Kaali gata ke saaye
Birhan ko das rahe hain

Dar hai naa maar daale
Saavan kaa kya thikaana
Saavan kaa kya thikaana
Mausam hai aashikana

Sooraj kaheen bhee jaye
Tumpar naa dhoop aaye
Tumpar naa dhoop aaye
Tumko pukaarte hain
In gesuon ke saaye

Aa jaao main bana duun
Palkon ka shaamiyana
Palkon ka shaamiyana
Mausam hai aashikana

Phirte hain hum akele
Bahon mein koyi le le
Aakhir koyi kahaan tak
Tanhaiyon se khele
Din ho gaye hain zaalim
Raaten hain kaatilaanaa
Raaten hain kaatilaanaa
Mausam hai aashikana

Haan ye raat ye khamoshi
Ye khwaab se nazare
Ye khwaab se nazare
Jugnu hain yaa zameen par
Utre hue hain taare

Bekhwaab meri ankhen
Bekhwaab meri ankhen
Madshosh hai zamaanaa
Madshosh hai zamaanaa

Mausam hai aashikana
I dil kaheen se unako
Aise mein dhund laanaa
Mausam hai aashikana



Credits
Writer(s): Ghulam Mohammad, Kamal Amrohi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link