Paigam Saba Lai Hain
Paigham Saba layee hay yeh Gulzar-e- Nabi (sallallahu alaihi wassalam) say.
Aaya hay Bulava mujhe Darbar-e- Nabi (sallallahu alaihi wassalam) say
Her aah gaee arsh peh, yeh aah kee Qismat,
Her ashk peh ik khuld hay her ashk kee Qeemat,
Tohfa yeh mila hay mujhe Sarkar-e-Nabi sallallahu alaihi wassalam) say,
Aaya hay Bulava mujhe Darbar-e-Nab sallallahu alaihi wassalam) say.
Bhatee naheen hamdam mujhe jannat kee javanee.
Sunna naheen Zahid mujhe Hooron kee kahanee.
Ulfat hay mujhe Saaya-e- Deevar-e-Nabi (sallallahu alaihi wassalam) say.
Aaya hay Bulava mujhe Darbar-e-Nabi (sallallahu alaihi wassalam) say.
Shukar Khuda ke aaj ghadi iss safar ki hai
Jis par nisaar jaan falah o zafar ki haiHum jayeh aur qadam sai lipat kar Haram kahey
soNpah Khuda ko ye azmat kis safar ki hai
Dubah huwa hai shoq mai ZamZam aur ankh sai
Jaahley baras rahai hai ye hasrat kidhar ki hai
Han han raahe Madina hai gafil zara tu jaagh
Oh panwo rakhne wale ye jaa chasm o' sar ki hai
Waaro qadam qadam pe, ke har dum hai jaan no
Ye raahe jaan mere Moula ke dar ki hai
Allahu Akbar! Apne Qadam aur ye khakE paak
Hasrat malaaik ko jahan wazhe sar ki hai
Meraj ka sama' hai kaha pohnche za'iro
Kursi sai oonchi kursi isi paak ghar ki hai
Mehboob e Rab e Arsh (salalahu alaihi wasalam) hai is sabz Quba' mai
Pehlu mai jalwa gha Ateeq o' Umar ki hai.
Sat'tar hazaar subh hai sat'tar hazaar shaam
yunh bandagi zulf o'rukh aathoh pehar ki hai

Jo ek baar aye dobaara na ayen ge
Rukhsat hee bargah sai bus is qadar ki hai
Tarpa karey badal ke phir aana kaha naseeb
Bey hukm kab majhaal parindey ko par ki hai.
Ma'sumo ko hai umr mai sirf ek baar baar
Aasi parey rahey to salaa umr ki hai
Zinda rahey toh hazir'e baargah naseeb
Mar jaye toh hayaat ab'd aysh ghar ki hai
Arsh e bari pey kyu na ho firdows ka dimagh
Utri huwi shab'ih tere baam o'dar ki hai
Sarkar(salalahu alaihi wasalam) hum kanwaroh mai tarze adab kaha
Hum ko toh bus tameez yahi bheekh bhar ki hai
mange ge mange jayenge munh mangi payenge
sarkar mai naa "laa" hai naa hajat 'agar' ki hai
Uff be hayanya ke ye munh aur tere huzur
han tu kareem hai teri khoo dar guzar ki hai
Lab waheyai ankhe bandh hai phehli hai johliyah
Kitne maze ki bheekh tere paak dar ki hai
Jannah na dai, na dai, teri ruyat ho khair sai
iss ghul ke aaghe kis ho huws barg o'bar ki hai
Sharbat na dai, na dai tu karey baat lutf sai
Ye sha'had ho toh phir kisey parwa sha'kar ki hai
Mangta ka haath uth'te hee da'ta ki dayn hai
Doori qubul o' arz mai bus haht bhar ki hai

Suntha naheen Zahid say may Hooron kee kahanee.
Ulfat hay mujhe Saaya-e- Deevar-e-Nabi say.
Man Zara Tubati Wajabat Lahu Shaf'atee (Hadith)
Un par Durood jin se naveedan bashar ki hai
Ka'abay kaa naam thak naa leya thayba hee kahaa
Poocha tha ham say jis nay kih nuhzat kidhar kee hay
Iss ke tufail Hajj bhi Khuda ne karadiye
Aslay muraad Haazri Iss Pak Dar ki hai
Ka'aba dulhan hay turbathay athar na'ee dulhan
Yeh rashk-e-aftab ko ghayrat qamar kee hay
Ka'aba hay bayshak anjuman ara dulhan magar
Saree bahaar dulhano dulha kay ghar kee hay
Mujdha ho bay gharro kay salha achay ghar kee hay
Daalay haree haree hay tho bhalay bharee bharee
Kishthay amal paree hay yeh bearish kidhar kee hay?
Kaalak jabhi kee sajda'ay darr say churaawo gay
Mujh ko bhi lay chalow yeh thamanna Hajjar kee hay
Ah ghoshe showk khowlay hay jin kay leeyay Hatheem
Who phir kay daykhthay nahee kih yeh dhunn kidhar kee hay
Aa kuch suna day Ishq ke bolaun me Ai Raza
Mushtaq tab'ay lazzat soz-e-jigar ki hai

Credits
Writer(s): Mohd. Owais Raza Qadri
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
Altri album
- Zindagi Phir Muskurai
- Main So Jaon Ya Mustafa Kehte Kehte (Best of Islamic Naat for Eid & Ramadan Mubarak)
- Best Islamic Naat by Mohammad Owais Raza Qadri
- Ultimate Islamic Naat - Mohammad Owais Raza Qadri
- Paigam Saba Lai Hain
- Taiba Ko Jaane Wale
- Mujhe Rang De Maula
- Tera Hi Aasra Hai
- Rabbana Ya Rabbana
- One and Only Muhammad Owais Raza Qadri
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.