Dhoop Bhari Chhat Pe - Live In India/1985
Saajan dariya paar gaye
Na chup chup raah takun
Bachiya baithi thaan mein hove
Kise baat karun
Jaane un bin kyaa ho jaata hain
Mere jee ko
Chauka basan karta ho
Chakki pis sakun
Dhoop bhari chhat pe
Dhoop bhari chhat pe
Baras gaya paani
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Naagan sa lahra ke
Nagin sa lahra ke das gaya paani
Dhoop bhari chhat pe
Baras gaya paani
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Nagin sa lahra ke das gaya paani
Dhoop bhari chhat pe
Jhule mein lahraye satrang saawan
Jage padosi jagaye padosi jo gaye
padosan
Jhule mein lahraye satrang saawan
Jage padosi jagaye padosi jo gaye
padosan
Chan chana chan chan chana chan
Bina ke taaro sa
Bina ke taaro sa kas gaya paani
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Nagin sa lahra ke das gaya paani
Dhoop bhari chhat pe
Khidaki andaro mein khidaki ko khiche
Mausam na dekhein kabhi aage piche
Khidaki andaro me khidaki ko khiche
Mausam na dekhe kabhi aage piche
Lekin gali apni aankhe na miche
Thaana kachari mein
Thaana kachari mein fas gaya paani
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Nagin sa lahra ke das gaya paani
Dhoop bhari chhat pe
Chhat par ki kutiya na kunji na taale
Jab chahein barsaat neende churaye
Chhat par ki kutiya na kunji na taale
Jab chahein barsaat neende churaye
Roti ko bele ya ghar ko sambhale
Jhalte tave par
Jhalte tave par jhulas gaya paani
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Nagin sa lahra ke das gaya paani
Dhoop bhari chhat pe
Baras gaya paani
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Nagin sa lahra ke das gaya paani
Dhoop bhari chhat pe
Na chup chup raah takun
Bachiya baithi thaan mein hove
Kise baat karun
Jaane un bin kyaa ho jaata hain
Mere jee ko
Chauka basan karta ho
Chakki pis sakun
Dhoop bhari chhat pe
Dhoop bhari chhat pe
Baras gaya paani
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Naagan sa lahra ke
Nagin sa lahra ke das gaya paani
Dhoop bhari chhat pe
Baras gaya paani
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Nagin sa lahra ke das gaya paani
Dhoop bhari chhat pe
Jhule mein lahraye satrang saawan
Jage padosi jagaye padosi jo gaye
padosan
Jhule mein lahraye satrang saawan
Jage padosi jagaye padosi jo gaye
padosan
Chan chana chan chan chana chan
Bina ke taaro sa
Bina ke taaro sa kas gaya paani
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Nagin sa lahra ke das gaya paani
Dhoop bhari chhat pe
Khidaki andaro mein khidaki ko khiche
Mausam na dekhein kabhi aage piche
Khidaki andaro me khidaki ko khiche
Mausam na dekhe kabhi aage piche
Lekin gali apni aankhe na miche
Thaana kachari mein
Thaana kachari mein fas gaya paani
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Nagin sa lahra ke das gaya paani
Dhoop bhari chhat pe
Chhat par ki kutiya na kunji na taale
Jab chahein barsaat neende churaye
Chhat par ki kutiya na kunji na taale
Jab chahein barsaat neende churaye
Roti ko bele ya ghar ko sambhale
Jhalte tave par
Jhalte tave par jhulas gaya paani
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Nagin sa lahra ke das gaya paani
Dhoop bhari chhat pe
Baras gaya paani
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Aangan mein aake angithi bhujha ke
Nagin sa lahra ke das gaya paani
Dhoop bhari chhat pe
Credits
Writer(s): Nida Fazli
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.