Kahin Ek Masoom Nazuk Si Ladki
Kaheen ek maasoom najuk see ladkee
Bahut kuubasurat...
Hae, bahut kuubasurat, magar saanwali see
Bahut kuubasurat...
Muje apanae khaabon kee banhon mein paa kar
Kabhi neend mein muskuraati to hogee?
Usi neend mein kasmasaa-kasmasaa kar
Sirahaane se takie giraati to hogee?
Kaheen ek maasoom najuk see ladkee
Vo hee kaab din kee munderon pe aake
Use man hee man mein lubhaate to honge?
Kayi saz seene kee khaamoshiyon mein
Meri yaad mein jhanjhanaate to honge?
Vo besaakhta dheeme-dheeme suron mein
Meri dhun mein kuch gunagunaati to hogee?
Kaheen ek maasoom najuk see ladkee
Chalo, khat likhen jee mein aathaa to hoga?
Magar ungliyaan canp-canpaati to hongee?
Kalam haath se chhoot jaataa to hoga?
Umangen kalam phir uthaati to hongee?
Mera naam apanee kitaabon pe likhakar
Vo daanton mein oongali dabaati to hogee?
Kaheen ek maasoom najuk see ladkee
Zabaan se kabhi "uf" nikalti to hogee?
Badan dheeme-dheeme sulagta to hoga?
Kaheen ke kaheen paanv padate to honge?
Zameen par dupatta latakta to hoga?
Kabhi subah ko shaam kehtee to hogee?
Kabhi raat ko din bataati to hogee?
Kaheen ek maasoom najuk see ladkee
Bahut kuubasurat, magar saanwali see
Bahut kuubasurat...
Bahut kuubasurat...
Hae, bahut kuubasurat, magar saanwali see
Bahut kuubasurat...
Muje apanae khaabon kee banhon mein paa kar
Kabhi neend mein muskuraati to hogee?
Usi neend mein kasmasaa-kasmasaa kar
Sirahaane se takie giraati to hogee?
Kaheen ek maasoom najuk see ladkee
Vo hee kaab din kee munderon pe aake
Use man hee man mein lubhaate to honge?
Kayi saz seene kee khaamoshiyon mein
Meri yaad mein jhanjhanaate to honge?
Vo besaakhta dheeme-dheeme suron mein
Meri dhun mein kuch gunagunaati to hogee?
Kaheen ek maasoom najuk see ladkee
Chalo, khat likhen jee mein aathaa to hoga?
Magar ungliyaan canp-canpaati to hongee?
Kalam haath se chhoot jaataa to hoga?
Umangen kalam phir uthaati to hongee?
Mera naam apanee kitaabon pe likhakar
Vo daanton mein oongali dabaati to hogee?
Kaheen ek maasoom najuk see ladkee
Zabaan se kabhi "uf" nikalti to hogee?
Badan dheeme-dheeme sulagta to hoga?
Kaheen ke kaheen paanv padate to honge?
Zameen par dupatta latakta to hoga?
Kabhi subah ko shaam kehtee to hogee?
Kabhi raat ko din bataati to hogee?
Kaheen ek maasoom najuk see ladkee
Bahut kuubasurat, magar saanwali see
Bahut kuubasurat...
Credits
Writer(s): Kamaal Amrohi, Mohammed Zahur Khayyam
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
All Album Tracks: Shankar Husain (Original Motion Picture Soundtrack) >
Altri album
- Zamana Hai Agar Ek Hum Na Honge
- Tumse Achchha Kaun Hai (Lofi) - Single
- Dheere Dheere Bol X Tune O Rangeele - Single
- Kya Hua Tera Wada (LoFi Mix) - Single
- Chal Ud Jare Panchhi (Million Jhankar Beats) - Single
- Basti Basti Parbat Parbat (Million Jhankar Beats) - Single
- Melodic Masters, Vol. 1 (Jhankar Beats)
- Dil Ke Jharokhe Mein (LoFi Flip) - Single
- Yeh Duniya Yeh Mehfil (Lofi) - Single
- Main Zindagi Ka Saath (Lofi Mix) - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.