Be Intehaan
Suno na, kahe kya, suno na
Dil mera, suno na, sun lo zara
Teri baanhon mein mujhe rehna hai raat bhar
Teri baanhon mein hogi subah
Be-intehaan (be-intehaan), be-intehaan (hmm)
Yu pyaar kar (yu pyaar kar), be-intehaan (haan)
Dekha karu saari umar (saari umar)
Tere nishaan (haan), be-intehaan (hmm)
Koi kasar na rahe
Meri khabar na rahe
Chhu le mujhe is qadar, be-intehaan
Jab saanson mein teri saansein ghuli to fir sulagne lage
Ehsaas mere mujhse kehne lage
Haan, baanhon mein teri aake jahaan do yu simatne lage
Sailaab jaise koi behne lage
Khoya hu main aagosh mein
Tu bhi kahaan ab hosh mein
Makhmali raat ki ho na subah
Be-intehaan (be-intehaan), be-intehaan (be-intehaa)
Yu pyaar kar (yu pyaar kar), be-intehaan (be-intehaan)
(Let's start tonight to life in a twilight)
(In the day light, honey, 'til it feels right)
(Let's start tonight, start a life in the star night)
(In the day light, baby, 'til it feels right")
Gustaakhiyaan kuchh tum karo, kuchh hum kare is tarah
Hmm, sharma ke do saayein hain jo muh pher le humse yahaan
Haan, chhu to liya hai ye jism tune, rooh bhi choom le
Anfaas bheege-bheege kyu hai mere?
Haan, yu choor hoke, majboor hoke qatra-qatra kahe
Ehsaas bheege-bheege kyu hai mere?
Do be-khabar bheege badan
Ho be-sabar bheege badan
Le rahe raat bhar angdaaiyaan
Be-intehaan (be-intehaan), be-intehaan (be-intehaan)
Yu pyaar kar (yu pyaar kar), be-intehaan (haan)
Dekha karu (dekha karu) saari umar (saari umar)

Credits
Writer(s): Pritam Chakraborty, Mayur Puri
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Be Intehaan
- Bairiyaa (From "Ramaiya Vastavaiya")
- Thoda Thoda (From "Jayantabhai Ki Luv Story")
- Dheemey Dheemey (From "Bas Ek Pal")
- Saansein Madham Hai (From "Kasak")
- Mujhe Pyaar Karo (From "Tera Jadoo Chal Gayaa")
- Kehti Hai Dil Ki Lagi (From "Raju Ban Gaya Gentleman")
- Thehra Hai Yeh Sama (From "Auzaar")
- Pehli Pehli Baar Hai (From "Kya Yehi Pyaar Hai")
- Dheere Dheere Chori Chori
All Album Tracks: Main Agar Saamne: Sensual Romantic Songs >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.