Ijazat

Kaise bataaye, kaise jataaye
Subah tak tujhme jeena chahein
Bheege labon ki, geeli hansi ko
Peene ka mausam hai peena chahein

Ik baat kahoon kya ijazat hai
Tere ishq ki mujhko aadat hai
Ik baat kahoon kya ijazat hai
Tere ishq ki mujhko.
Aadat hai o. aadat hai.
Aadat hai o. aadat hai.

Ehsaas tere aur mere toh
Ik dooje se judd rahe
Ik teri talab mujhe aisi lagi
Mere hosh bhi udne lage

Mujhe milta sukoon teri baahon mein
Jannat jaisi ek raahat hai

Ik baat kahoon kya ijazat hai
Tere ishq ki mujhko aadat hai
Ik baat kahoon kya ijazat hai
Tere ishq ki mujhko.
Aadat hai o. aadat hai.
Aadat hai o. aadat hai.

Kyun sabse juda, kyun sabse alag
Andaaz tere lagte.
Besaakh ta hum saaye se tere
Har shaam lipat'te hain
Har waqt mera, qurbat mein teri
Jab guzre toh ibadat hai

Ik baat kahoon kya ijazat hai
Tere ishq ki mujhko aadat hai
Ik baat kahoon kya ijazat hai
Tere ishq ki mujhko.
Aadat hai o. aadat hai.
Aadat hai o. aadat hai.



Credits
Writer(s): Falak Shabir, Ali Mustafa
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link