Jeene Se Bhi Zyada Jeeyein

Mutthi hai choti
Pana hai sara
Isse kam main na
Karna guzara

Hum kya jane
Kya hai andhera
Aankhon main rakkhe
Hum apna savera

Khari ret khet main
Mithe khwab gaye
Milo raasta rassta
Pairo me sajaye...-2

Hooo.jeene se bhi jyada jiye
Udano se bhi aage ude...-2

Khwahishey aasmani
Zinda hai umeed toh fikar kya...

Hooo.jeene se bhi jyada jiye
Udano se bhi aage ude...
Khwahishey aasmani
Zinda hai umeed toh fikar kya...

Re thak kar kyun bhala hum tham jaye
Chalo na thoda hosalo ko samjaye

Hoo andhiyo se sharat lagaye
Ke zindagi ki aankh se aankh milaye.

Khari ret khet main
Mithe khwab gaye
Milo raasta rassta
Pairo me sajaye...

Hooo.jeene se bhi jyada jiye
Udano se bhi aage ude
Khwahishey aasmani
Zinda hai umeed toh fikar kya...-2

Inn kadmo ne jeet li hai sab rahe
Bahoo ne thami aasman ki bahee

Chalo ji khushiyo ke ghar ho aaye
Ke kona kona muzkano se sajaye
Khwabo ki aankho ko dhanak pehnaye

Khari ret khet main
Mithe khwab gaye
Milo raasta rassta
Pairo me sajaye...

Hooo.jeene se bhi jyada jiye
Udano se bhi aage ude
Khwahishey aasmani
Zinda hai umeed toh fikar kya...-2



Credits
Writer(s): Manoj Yadav, Tapas Relia
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link