Huzur Is Kadar - From "Masoom"

Aa aa aa
Aa aa aa
Huzur is kadar bhi na itaraa ke chaliye
Huzur is kadar bhi na itaraa ke chaliye
Khule aam anchal na laharaa ke chaliye
Huzur is kadar bhi na itaraa ke chaliye
Khule aam anchal na laharaa ke chaliye
Huzur is kadar bhi na itaraa ke chaliye

Koi manchala agar pakad legaa anchal
Aa
Koi manchala agar pakad legaa anchal
Zaraa sochiye aap kya kijiyegaa
Laga den agar badhake zulfon main kaliyaan
Laga den agar badhake zulfon main kaliyaan
To kya apni zulfen jhatak dijiyegaa
Huzur is kadar bhi na itaraa ke chaliye
Khule aam anchal na laharaa ke chaliye
Huzur is kadar bhi na itaraa ke chaliye

Bahut khubasurat he har baat lekin

Bahut khubasurat he har baat lekin
Agar dil bhi hota to kya baat hoti
Likhi jaati phir daastaan-e-muhabbat
Likhi jaati phir daastaan-e-muhabbat
Ek afsaane jaisi mulaaqaat hoti
Huzur is kadar bhi na itaraa ke chaliye
Khule aam anchal na laharaa ke chaliye
Huzur is kadar bhi na itaraa ke chaliye
Khule aam anchal na laharaa ke chaliye
Huzur is kadar bhi na itaraa ke chaliye



Credits
Writer(s): Gulzar, Rahul Dev Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link