Behooda

Ek dhakka aur de
Saare dhage tod de
Peene ke paani mein
Zeher ki naali chod de

Itna bhi jo karna sake
To phir kahe ka guda
Teri khal mein renge keede
Tu sachcha behooda

Tu sachcha behooda
Jiski kismat mein hai
Hari sharatey

Tu pakka behooda
Jiski neeyat lage
Fafund ki partey

Tu aisa behooda
Tera khoon hai
So mein nabbe kala

Tu aisa behooda
Tune nakhoono se
Foda chhala chhala behooda
Uh.Uh .

Tu sachcha behooda
Behooda.

Ek dhakka aur de
Sare dhage tod de
Peene ke paani mein
Zeher ki naali chod de

Apne hi aksh ki
Aa gardan tu ghot de
Chaar din ke chehare pe
Kali raate pott de

Door door tak koi na rishta
Tu hai itna sukha
Teri khaal mein renge keede
Tu sachcha behooda

Tu sachcha behooda
Jiski kismat mein hai
Hari sharatey

Tu pakka behooda
Jiski neeyat lage
Fafund ki partey

Tu aisa behooda
Tera khoon hai
So mein nabbe kala

Tu aisa behooda
Tune nakhoono se
Foda chhala chhala
Behooda...

Tu sachcha behooda
Uh.Uh.

Behooda uh.Uh.



Credits
Writer(s): Ram Sampath, Varun Grover
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link