Tu Hi Toh Hai

Khawabon mein khawab kahan
Neendon mein neendein kahan

Khawabon mein khawab kahan
Neendon mein neendein kahan

Tu hi ho hai. Tu hi ho hai
Tu hi ho hai. Tu hi ho hai

Saanson mein saanse kahan
Tu hi ho hai. Tu hi ho hai

Kuch is tarah tujhko chalun
Mujhse safar ho jaayein tu
Hmm. kuch iss tarah tujhko chalun
Mujhse safar ho jaayein tu

Chalna bhi tujhse ho shuroo
Aur meri had ban jaaye tu

Dekhle khol ke tasabbur
Hoga tera hi Nishaan
Main galat fehmi lagun
Mera yakeen ban jaaye Tu

Mujh mein bhi main hoon kahan
Mujh mein bhi main hoon kahan
Tu hi ho hai. Tu hi ho hai
Tu hi ho hai. Tu hi ho hai

Kuch khawab de tu aise ki
Neendein behal jaayein meri
Kuch khawab de tu aise ki
Neendein behal jaayein meri

Kuch de bahane aise bhi
Raatein sambhal jaaye meri
Aisi de nishaaniyan tu
Main thi bas tera lagun
Haathon mein wo lakeere de
Kismat badal jaaye meri

Hothon pe alfaaz kahan
Hothon pe alfaaz kahan

Tu hi ho hai. Tu hi ho hai



Credits
Writer(s): Narendra Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link