Maahiya Teri Kasam (From "Ghayal")

Maahiya teri kasam
Haay jeene nahin jeene
Mujhe tere bina
Haay jeene nahin jeene
Mujhe tere bina
Saathiya tere hai hum
Haay tere bina jeene
Bhi hai kya jeene
Haay tere bina jeene
Bhi hai kya jeene
Tu hi mera dil, tu hi meri jaan
Tu jahaan jahaan
Main wahaan wahaan
Tu hi mera dil, tu hi meri jaan
Tu jahaan jahaan
Main wahaan wahaan
Maahiya teri kasam
Haay jeene nahin jeene
Mujhe tere bina haay
Tere bina jeene bhi hai kya jeene

Tere liye hi main toh
Jahaan mein aayi, tujhase mili
To khud se huyi parai
Janmon se hum yuun hi milate aaye,
Hum dono hain ek tan ke do saaye
Chhodake tere pyaar ka daaman,
Jaana aur kahaan haay
Jeene nahin mujhe tere bina,
Haay tere bina
Jeene bhi hai kya jeene
Maahiya teri kasam
Haay jeene nahin jeene
Mujhe tere bina haay
Tere bina jeene bhi hai kya jeene

Aankhon mein meri surat basi hain teri
Aanchal se tere kismat bandhi hain meri
Saanson mein meri chaahat basi hain teri
Chaahat se teri duniya hansi hain meri
Tere pyaar ke rang mein dube,
Mere dono jahaan haay
Tere bina jeene bhi hain kya jeene
Tere bina jeene bhi hain kya jeene
Mahia teri kasam haye
Jeena nahi jeena
Mujhe tere bina haye
Jeena nahi jeena
Mujhe tere bina
Tu hi mera dil, tu hi meri jaan
Tu jahaan jahaan
Main wahaan wahaan
Tu hi mera dil, tu hi meri jaan
Tu jahaan jahaan
Main wahaan wahaan
Maahiya saathiya teri kasam
Haay jeene nahin jeene mujhe tere bina
Haay jeene nahin jeene mujhe tere bina.



Credits
Writer(s): Anjaan, Bappi Lahiri
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link